• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Toota ho dil to dukh hota hai Karke mohabbat kisi se ye dil rota hai Dard ka ehsaas to tab hota hai jab Kisi se mohabbat ho aur uske dil mei koi aur hota hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • SAD ALONE LIFE CLOSE Lamha lamha uski baat ne rulaaya bahut.... Rooh mein utri ik zaat ne sataaya Bahut...... Har dam jiska naam le kar saanse chalti thee...... Ush shakhs ne ishq ki aag mein jalaaya bahut......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Yaad Ko Youn Zakham Banatay Nahin Dil Ka, Har Teer Ko Paivest Rug-E-Jaan Nahin Kertay, Yeh Masla Ab Ahal-E-Mohabbat Ka Hai Apna, Mertay Hain To Kuch Aap Pay Ahsaan Nahin Kertay, Khat Layain Na Layain Tera Hum Naama Bron Ko, Bus Daikhtay Rehtay Hain Paraishan Nahin Kartay, Aisay Bhi Tou Rakhtay Nahin Khanjar Pay Gulo Ko, Itna Bhi To Qatil Ko Pashaiman Nahin Kartay,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • yuhi badnam ho gay es mafil me, jiski hme chahat n thi. kambaqt bewashi bhi hamari dekho,,mohbat ki unse. jisse hamare dil ko rahat n thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • पूछा जो हम ने किसी और के होने लगे हो क्या..?? वो मुस्कुरा के बोले पहले तुम्हारे थे क्या..???
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Maine Bhi Dil Ka Dard Bayan Kiya Hai, Khusi Ka Har Lamha Tere Naam Kiya Hai, Dekho Jara Yeh Mera Bigda Hua Mukaddar, Kismat Ne Har Jagah Naakam Kiya Hai….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zndgi Se Bas Hume Yahi Gila Hai.. Khusi Paane Ke Baad Kyu Gam Mila Hai.. Humne To Us Shaks Se Wafa Hi Ki Thi.. Par Nahi Jante Thay Ki Bewafaai Hi Wafa Ka Sila Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jaane kya hai dil ke andar jo chupke se toot raha hai, Ek meherbaan ka haath jaise hathon se chooth raha hai Ankhon mein ashkon ka samandar h lagta hai jaise koi patta shaakhon se toot raha h Ashkon ko Meri Aankhon mein rehne ki aadatsi ho gayi hai Ab toh Jaise Ishq hi mujh se rooth raha h kuchh farmane ki gustakhi kya mai bhi kar sakta hoon ek masoom jazbat mera bhi zuban se foot raha h Pal bhar ka pyaar aur barson ka intezaar jaise koi apna hi apne ghar ko loot raha hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek din jab hamari sans band ho jaigi, mat sochna ke chahat Kam ho jaygi, fark sirf itna hoga aaj hum aapko yaad karte hain, kal hamari yaad Aapko rulayegi!*!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bahut ajeeb dard hota hi na jab yaad aaati hia, awaj to nahi hoti par dil ki dhadkan badh jati hi,, Aankho ke raste chamakte moti girne lagte hii,, agar us pal apne seene ko na daba lu " to jaise jaan nikal jati hii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apna Chand Main Dhundhta Raha Hoon Tere Chand Sitaron Mein Shayad Sacha Moti Bhi Ho Sheeshe Ke In Tukdo Mein Kamre Veeran, Aankhein Khali Fir Ye Kaisi Aawazein Shayd Mere Dil Ki Dhadkan Chuni Hai In Deewaro Mein Taqdeeron Ka Jadu Aksar Jhuth Se Milta-Julta Hai Isiliye To Baat Kahi Hai Humne Sirf Isharon Mein
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • es shoti c jindgi mai kai pehlu aayenge... kush hsainge to kush rulainge .... .jo chor jate hai bech samundar mai... wo ek din kud hi dub jate hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane SevDard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane SeDard Rukta Nahi Tujhe Bhulaane Se Tera Aashiq Hoon Main Kai Zamaane Se Aakar Mere Dil Ke Tukde Samet Lo Tum Kya Mila Tujhe Mujhe Tadpaane Se
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Door Nigahon Se Baar Baar Jaaya Na Karo, Dil Ko Is Kadar Tadpaya Na Karo, Tum Bin Ek Pal Bhi Jee Nahi Sakenge Hum, Ye Ehsaas Baar Baar Dilaya Na Karo…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabat Ki Kasam Wo Aisi Nhi Thi, Wo Apni Thi Magar Lagta Nhi Tha, Naa Jaane Kyu Naa Aayi Mujhse Milne, Zamane Se To Wo Darti Nhi Thi, Hansi Ki Badi Aadat Thi Usko, Wo Mujhko Dekh Kar Magar Hansti Nhi Thi, Mere Dil Main Hai Shamil Uski Ulfat, Wo Meri Thi Faqat Mere Jaisi Nhi Thi.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar Karne Ka Hunnar Hame Nahi Aata, Isliye Pyar Ki Baazi Ham Haar Gaye, Hamari Zindgi Se Unhe Bahut Pyar Tha, Shayad Isliye Wo Hame Zinda Hi Maar Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • wafa karne se mukar gaya hai dil ab pyar karne se darr gaya hai dil ab kisi sahare ki baat mat karna jhute dilaso se bhar gaya hai dil
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dukh Day Kar Sawaal Kartay ho, Tum Bhe GHAALiB ! Kamaal Kartay ho.. Daikh Kar Pooch Liyaa haal meraa, Chalo Kuch tou Khayaal Kartay ho.. Shehar -e- Dil may Ye Udaasiyaan Kaisi ?? Ye Bhe mujh say Sawaal Kartay ho ??? Marnaa Chaahain tou mar nahe Saktay, tum Bhe Jeenaa muhaal Kartay ho.. ab Kiss Kiss Ki misaal Doon tum Ko ? her Sitam Bay-misaal Kartay ho . . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitna Naaz Tha HaMein Tere Pyar Par, Aaj Wohi Pyarne SharMinda Kar Diya, Baha Tha Na Kabhi Ek Ahsq In Aankhonse Tere Pyar Ne HaMe Aansuon Ka Dariya Bana Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS