Badalte Is Zamane Ne Sab Ko Badal Daala..
Khwaab Aur Khayaalon Ko Bhi Badal Daala..
Par
Us Bewafa Ko Na Badal Saka Mera Pyar Bhi..
Jiske Liye Humne Apne Aap Ko Badal Daala.
Kuch Aansu, Kuch Khushiyan De Kar Taal Gaya;
Jeevan Ka Ek Aur Sunehraa Saal Gaya;
Kon Jaane Ke Kal Ka Samaa Kaisa Ho Ga;
Ab Tak To Kal Sa Hi Hai Sab Haal Gaya!
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta,
Marne wale ke saath har koi nahi marta,
Are Marne ki baat to door rahi,
Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta…
> UsKi
Bewafai Ne Mujhe
HaD Se ZyaDa
KayaR"Bana Diya,
DIL"MeRa
Us JaLim Bewafa Ne
AaiSa ToDa Ki
> MeRe
PyaaRe"DoSTo ;~
> Na
Chahte Hue Bhi
_Mujhe
ShayaR"Bana Diya..
d
Mar kr tamanna zine ke kise nhai hote ro kar khush hone ke tamanna kise nhai hote keh toh diya ke jee lange aapno ke begair par apno ki tamanna kise nhai hote.
By HARERAM
Bhula Kar Hame Wo Khush Rah Payenge?
Sath Nahi To Mere Jane Ke Baad Muskuraynge,?
Duaa Hai Khuda Se Kabi Dard Na Dena Unko..?
Hum Sah Gaye Hain Wo Toot Jayenge..?
Dil Todke Tumko Bhi Rahat Na Milegi,
Mujh Jaisi Kisi Aur Ko Milne Ki Chahat Na Milegi,
Barbaad Hoke Bhi Tera Bura Na Chaha,
Dil Chir Ke Dekhlo Kabhi Nafrat Na Milegi.
Waqt Ke Is Mor Par Yeh Kaisa Waqt Aya Hai
Zakhm Iss Dil Ka Zubaan Par Aaya Hai
Nahi Rote The Hum Kanton Ki Chubhan Se
Aaj Phoolo Ki Chubhan Ne Hume Rulaya Hai
Mainey Kaha Woh Ajnabi Hai
Dil Ne Kaha Ye Dil Ke Lagi Hai
Mene Kaha Woh Do Pal Ke Mulakat Hai
Dil Ne Kaha Woh Sadiyo Ka Sath Hai
Mene Kaha Woh Sapna Hai
Dil Ne Kaha Phir B Apna Hai
Mene Kaha Woh Mere Haar Hai
Dil Ne Kaha Ise Ka Naam To "PYAR" Hai
“Zindagi” Se Poocho Ye “kia” Chahti Hai
“Bus” Ek ussi ki “Wafa” Chahti hai
“Kitni” “Masoom” or Nadan hai “Zindagi”
“Khud” Bewafa hai or “Wafa” Chahati hai.
Ek lafz h (MOHABBAT)
Ise kr ke dekho tum tadap na jao to kehna !
Ek lafz h (MUQADDAR)
is se lad ke dekho tum har na jao to kehna !
Ek lafz h (WAFA)
Zamane me nhi milti.. kahi dhoond to kehna !
Ek lafz h (AANSU)
Dil me chupa kr dekho..tumhari aakhon se na nikle to kehna !
Ek lafz h (JUDAI)
Ise seh kr to dekho. tum toot ke bikhar na jao to kehna !
Swee2