• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Ek Muddat Hui Dil Ko Sataati Rahi Teri Yaad Ansoo Ban Lahu Mein Ghul Jaati Rahi Teri Yaad Subah Ko Lalima Ban Chhaa Jaati Rahi Teri Yaad Dhoop Mein Saya Ban Saath Chalti Rahi Teri Yaad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mhkhaney Main Jaam Tutey Jaata Hai, Ishq Main Dil Tut Jaata Hai, Najaane Kya Rishta Hai En 2no Main, Jaam Tutey Tho Ishq Yaad Ata Hai, Dil Tutey Tho Jaam Yaad Ata Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • tujhe paa Kar kho diya hu , tujhe yaad karke sirf roya hu. itna badnasib hu me ki , jaha gaya vaha kho gaya hu. mujhe gum he sirf is baat ki, tujhe paate paate kho diya hu. abhi bhi dhundta hu me vo jagah, jiski Tu jikr kiya karti Thi. umeed Nhi chhodunga tujhe paane ki, jab tak ye saanse chalegi. saza chahe mout bhi Dedo, bas Kabhi mile to hum muh mod Kar Chale na jaana...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • is aas me chala jaaunga main ye jahan chhodkar ki shayad mera marna hi kuchh kaam aayega shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar jis pal tere paas meri maut ka paigaam aayega
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har tarah k shikve ko seh lete hai… zindagi ko yuhi jee lete hai… mila lete hai hath jinse dosti ka… un hathon se fir zeher bhi pe lete hai…!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gujarish Humari Wo Maan Na Sake, Mazburi Humari Wo Jaan Na Sake! Kehte Hai Marne Ke Baad Bhi Yaad Rakhege, Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake By - fareed barkatee
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Peene ka Sakh Aab Hai Nahi.... Rone Ke Dukh Aab Hai Nahi.... Muskurane Ke Saja Ek Baar Mil chuka hai.... Rone Ke Waja Dundhna Kyun Hai.... Rulane ke CREDIT To Tere Hai.... Khuda Ne Tujhe Rulane Ke Tekha De Rakhe Hai....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafa Dosto k liye:- Itni berukhi na dikhao Ay dost, 1 din hum B berukhi dikhyenge, tum paidal ja rahe hoge Or hum janaze me jayenge..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyaar Karne Ka Hunar Hamein Nahi Aata, Isliye Pyaar Ki Baazi Hum Haar Gaye, Hamari Zindagi Se UnHe Bahot Pyaar Tha, Shayad Isiliye Wo Hamein Zind hI Maar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi Qarib To Kabhi Juda Hai Tu, Jane Kis-Kis Se Khafa Hai Tu, MujHe To TujH Par Khud Se Jyada Yakin Tha, Par Zamana Sach Hi Kehta Tha Ki Bewafa He Tu !!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haan Hum Bewfa Sahi, Par Itna Mujhe Batao. Bewafa Jo Nahi Hai Aisa koi Saksh Dikhao. Haan Main Janta Hoon Aapne kisi se Bahut wafa ki Hai Par yun kya aapne Khud se koi Wafa ki Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itni Shiddat Se Chaha Use Ki Khud Ko Bhi Bhula Diya, Unke Liye Apne Dil Ko Kitni Hi Baar Rula Diya Ek Baar Hi Thukraya Unhone Aur Humne Khud Ko Maut Kee Neend Sula Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dil ka dard hotho pe aata hai phir kuch soch ke khamosh ho jata sochta hai kah dunga kabhi bus sochke chup ho jata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Logon ne hunar apna dikhaya bhi bahot hai, Ja-ja ke use maine manaya bhi bahot hai, Sach puchho to pyara bhi bahot lagta hai dil ko, Wo shakhs ki... Dil jisne dukhaya bhi bahot hai......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aapne dushman se hi dil laga baithe Unki Saadgi se fareb kha baithe, Pattharon se tha Apna rishtaa Phir bhi Shishe ka Ghar bana baithe!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aehank teri yaad ne rila diya kya karu tune jo hmko bhula diya na karte hm wafa na milti hmko yeh saza hmari wafaon ne apko bewafa bana diya Raj Das
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kaha Wafa ka SILA dete hain LOG, Ab tho MUHABBAT ki SAZA dete hain LOG, Pehle SAJATE hain DILO mei CHAHTO ke KHWAB, Phir AITEBAAR ko AAG laga dete hain LOG.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gairo par marne ki unki fitrat ho gayi, Hamari mohobbat unki shikayat ho gai, sari duniya ko chahte hai wo apnana, bus ek mere hi naam se unhe nafrat ho gai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard se khelna sikh gaye, hum bewafayi ko jhelna sikh gaye ham kya bataye hame zindagi ne Kis kadar saqth bana diya, k maut se pehle kafan odna b sikh gaye!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS