• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Chaho to dil se hame mita dena, Chaho to hamko bhula dena, Par ye vaada karo a dost, Ki jab yaad aye hamari to rona mat bas muskura dena.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ae khuda mujhe fir se iss jahaan me lana, mera pyar mujhe todhe wo phool bnana, ya bna dena mujhe uske kamre ka chiraag, k naseeb ho unke ujaale k liye jal jana, agar na bna ske mujh ko wo chirag ya phool, to bna dena uss raste ki dhool, k jis raste se ho un ka aana jana...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitni masoom si ada hoti he. Palat kar dekho to hawa hoti he. Nadan he jo chahte he kisi ko zindagi ki trah. wo nahi jante ke zindagi bhi to bewafa hoti he.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kitna dard hai dil me dikhaya nahi jata..? Gambhir hai kissa sunaya nahi jata.? G bhar ke ik bar dekh lo is chehre ko ..? Kiyon ki bar bar kafan uthaya nahi jata...?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • hum woh hain jo haar k bhi ye kehte hain.... "woh manzil hi badnaseeb thi jo humen na paa saki..." Mohsin khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Me aaj fir us bewafa se milne ja raha hu, aaj fir me apne dil ko tudane ja raha hu, aaj fir me us bewafa ko apna chehr dikhane ja raha hu, aaj fir me apni zindgi ki galti karne ja rah hu, me aaj fir us bewafa se milne ja rah hu
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitne Aasan Lafzo Me Keh Gaya Wo Humse . Kitne Aasan Lafzo Me Keh Gaya Wo Humse . . . . Sirf Dil Hi Toda Hai Kaunsi Jaan Le Li Hai :(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kahin Mile To Usey Ye Kehna. Faseel-e-Nafrat Gira Rahi Hon. Gaye Dinon ko Bhula Rhi Hon. Wo Apne Waadon se Phir Raha Hai. Main Apne Waade Nibha Rhi Hon. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Ajib Sa Manzar Nazar Aata H, Har Ek Aansu Samundar Nazar Aata H, Kaha Rakhu Mai Shishe Saa Dil Apna, Har Kisi Ke Hath Me Patthar Nazar Aata H!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab to zamane k rasmo rivaaj b bdal gaye Hm jinhen chaty the un k mizaaj badal gye Jate jate wo hm se kehny lgy.. “UdaaaS” Badal jao tm b dekho hm b bdal gye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kiya tha tujhse pyaar Kisi NE tu Yeh kabhi sochega... Tadpega humari waafa Ke Liye.. . Jub Koi Tera yaqeen toodega... Yaad aayegi us Waqt humari. .. Magar us Waqt door ja chuqe honge Hum... Dekh ke Teri wafaa Ke Karam. ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Pyara Sa Shakhs Aaj Yaad Aya, Ek Guzra Hua Waqt Aaj Yaad Aya, Chhupa Leta Tha Jo Mere Dard Ko Seene Me, Aaj Phir Dard Hua To Wo Yaad Aya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aansu naa hote aankho mey.. toh ankhey itni khubshurat nahi hoti, dard na hote dil me to dhadkan ki kimat na hoti, agar pure ho jate sabhi irade to aj khuda ki bhi jarurat nahi hoti…!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Toote Huwe DIL Ki Aawaaj Mujhe Kahiye, Aur Jismen Hai Sab Gum Ke Woh Saaz Mujhe Kahiye , Main Kaun Hun Aur Kiya Hun Kiske Liye Zinda Hun, Main Khud Bhi Nahi Samajha Woh Raaz Mujhe Kahiye,?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Uski yaad ne rula diya mujko. Uski tanhai ne palke bhigo di mere. Tadpte rahe din bar jinko dhekhne ke liye. Unki yaad ne dhokha diya mujko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS