Jab to chodh jayega akela sansar me. Ro kar ke mar jaunga akela sansar me. Jo ye sijam dekhega jamana. Aour kahega ki bewfa asiqk se kabi dil na lagana by.Laki
Hota kaise gam unhe hamari ruswayi ka...
Jab fark hi nahi padta unhe hamari judai ka...
Khamoshi se saha har Dard humne...
To ilzam laga diya humpe bewafai ka.
Har Waqt Mera Weham Meri Jaan Leta Hai.....♥♥♥
Ek Baar Phr Se Keh Do Na k "TUM" Sirf"MERE" Ho.Har Waqt Mera Weham Meri Jaan Leta Hai.....♥♥♥
Ek Baar Phr Se Keh Do Na k
Hamara toh dard se rishta purana hai, Isiliye aapke har gam ko apna mana hai, Kya kahe uss rab se ki woh the bewafa, Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.
Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu
Meri Ankhon Me,
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana
Hi Chod Denge.
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi
Chod Denge.
Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us
Ko,
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum
Jana Hi Chod Denge!
मुझे को अब तुझ से भी मोहब्बत नहीं रही,
आई ज़िंदगी तेरी भी मुझे ज़रूरत नहीं रही,
बुझ गये अब उस के इंतेज़ार के वो जलते दिए,
कहीं भी आस-पास उस की आहट नहीं रही|
Pathar ki hai duniya Jajbaat nahi samajti,
Dil me kya hai vo baat nahi samajti
Tanha to Chand bhi hai sitaron ke beech,
par chand ka dard vo raat nahi samajti…
Us se Pyar Hua Jise Hum kabhi Pa Na Sake,
Jiski Baato Ko Hum Kabhi Bhula Na Sake,
Dil Lagaya Aur Lagakar Tod Diya Usne,
Jise Bhulana Chaha Par Hum Bhula Na Sake,
Apani Kasam Dekar Usne Hume Majboor Kar Diya,
Mujhe Khush Rakhne Ke Liye Khud Se Dur Kar Diya,
Humari Chahat Ko Kabhi Usne Samjha Hi Nahi,
Aur Hum The Ki Unke Liye Apno Ko Hi Chhod Diya…
Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi,
Besharam tum ho to sharmile hum bhi nahi.
Pyaar ke is mode par aake kehte ho ke shadishuda ho…
Tho kya hua Darling…Kunware hum bhi nahin!