• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kahin Mile To Usey Ye Kehna. Faseel-e-Nafrat Gira Rahi Hon. Gaye Dinon ko Bhula Rhi Hon. Wo Apne Waadon se Phir Raha Hai. Main Apne Waade Nibha Rhi Hon. Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dastan Soon Lo Jara Ghame Zindagi, Bewafa Samajh Baithe Tumhe Dilagi, Gairon Ki Baahon Main Machlati Ho Tum, Behad Mehesoos Hoti Hai Hame Sharmindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Jaate Hai, Mile To Mulakat Ban Jate Hai, Bichhre To Yaad Ban Jate Hai, Aur Jo Dil Se Kabhi Nahi Jaye, Wo Kuch Log Jine Ka Ek Bahana Ban Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaj bhigi hai palke kisi ki yaad me, aakash bhi simat gaya hai apne aap me, oas ki boonde aisi giri hai jameen per, maano chand bhi roya ho unki yaad me..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • sat janam ka bada kiya tha sat pal na nibha paye ,tha apko hum se nhi hamre paiso se pyer to hum batay kiu nhi, rote rahe hum ap chale gye kisi or ke satha karni thi bewafae to mujhe ap ne batay kiu nhi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jis ke liye sab kuch luta diya humne, wo kehte hai unko bhula diya humne, gaye the hum unke aansu pochne, ilzam de diya ki unko rula diya humne..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri Yaad Me Bas Piye Ja Rahe Hai, Zakhm DiL Ke Siye Ja Rahe Hai, Tu Kis Din Pehchanegi Mere DiL Ko, Tere Haa Ke Liye Hum Jiye Ja Rahe H
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kambakt Ishq Ne Aaj Muje Rula Diya, Jis Pe Marti Thi Usne Hi Rula Diya, Me Bhi Uski Yaad Bhulane K Liye Piti Gayi, Ek Din Zalim Ne Usme Bhi Zehar Mila Diya.”.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard dene ka andaaz kuchh aisa hai , Dard dekar kahte hai ab haal kaisa hai , Zahar dekar kahte hai ab peena hoga , Jab peeliya to kahte hai ab jeena hoga .....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitni ajeeb judai thi k tujhe alwida bhe na keh saka, Teri sadgi me itna fareb tha k tujhe bewafa bhe na keh saka, @@@zakhmi dil@@@
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apne Haathon Se Yun Chehre Ko Chhupaate Kyun Ho, Mujh Se Sharmaate Ho Tou Saamne Aatay Kyun Ho.. Tum Kabhi Meri Tarah Kar Bhi Lo Iqraar-e-Wafaa, Pyar Karte Ho Tou Phir Pyar Chhupaate Kyun Ho..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Itna Rulaya Kisi Ne Muskurana Bhul Gye Dil Toda K Dil Lgana Bhul Gye Dunya Ne Itne Fareb Diye Risto Ke Naam Par Ab Kisiko Apna Bnana Bhul Gye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dhoondh Kar Hum Thak Chuke, Kaun Si Galiyon Me Jane Tum Kho Gaye. Ab Aur Kahan Thikana Hai Is Gareeb Ka, Jaakar Kabr Me Khud Hi Hum So Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tera Zikar Bhi Karna Chor Diya Ab Hum Ne Rona Chor Diya Jub Rona Nahin To Hasna Kiya Ab Hasna Hasana Chor Diya Har Shakhs Ne Hum Ko Zakham Diye Ab Dil Ko Lagaana Chor Diya Tum Rootha Karte Thay Hum Se Ab Hum Ne Manaana Chor Diya Teri Yaad Bohot Aati Thi Humain Tujhe Yaad Bhi Karna Chor Diya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zakham Dene Ka Andaz Kuch Aisa Hai, Zakham Dekar Puchte Hai Haal Kesa Hai.., Kisi Ek Se Gila Kya Karna Yaro, Saari Duniya Ka Mizaj Ek Jesa Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na kar tamanna ae dil tu kisi ko pane ki, Badi bedard nigahe hai iss zamane ki, Khud ko bana le kabil iss kadar, Ki rakhe log tamanna sirf tujhi ko pane ki.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • wo to dard apne ro ro kar sunate rahe..hamari tahaiyon se aankh churate rahe....phir b hame bewafa ka ilzaam mila..kiyon ki har dard ko ham hans hans ke chipate rahe.?s.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bo roi par kisine na suna Bo kehena chaheti he par kisine kehene na dia.... bas bo muskurati rehi ak bar itna b na kaha k mujhe bhul ja... phir use bewafa kohun to keise nafrat karun v to kis tarha... ♥B4i♥
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS