• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Har Ek Manjar Par Udasi Chhayi Hai; Chand Ki Roshni Mein Bhi Kami Aayi Hai; Akele Acchhe The HumApne Aashiyane Mein; Jane Kyun Tutkar Aaj Fir Aapki Yaad Aayi Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Unki Yad Me Barso Rote Rahe; Bewafa Wo Nikle Badnam Hum Hote Rahe; Pyar Me Madhoshi Ka Alam To Dekhiye; Dhool Chehre Par Thi Aur Hum Aina Saaf Karte Rahe...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nazar Main Zakhm-E-Tabbasum Chupa Chupa K Mila Khafa To Tha Wo Magar Mujh Se Muskera K Mila Wo Humsafar Ke Mere Tanz Per Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj Pe Hairaan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga Ke Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka Kay Wo Bhi Aaj Mujhe Apna Ghar Luta Ke Mila
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sawalon Me Ulajh Ke Reh Gayi Duniya Meri Kyo Hui Aise Jo Hai Aaj Haalat Meri Kya Tha Kasoor Jo Mili Itne Badi Saza Kya Hai Teri Bewafai Ki Wajah Kyo Toda Tumne Mere Dil Ko Kya Thi Kami, Sirf Jaan Hi Toh Na Di Thi Tumko Agar Maang Laati Meri Jaan Bhi Toh Shayad Itna Dard Na Hota Jitna Jeene Me Teri Bewafai Ke Saath Hota Hai Ek Ehsaan Ker, Apne Saath Leja Apni Yaadon Ko Apni Muskurahat Aur Apni Baato Ko…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kub Shamain Jalata Hai Shab-E-Mah Main Koi, Tu Ayai Tou Ham Ghar Main Charaghan Nahin Kartay, Logon Ko Guman Tuk Nahin Hota Hay Junoon Ka, Hum Dil Ki Tarah Chaak-E-Garaiban Nahin Kertay, Hum Tuj Kay Chalay Aatay Hain Yaaro Dar-E- Janan, Ghalib Ki Tarah Minnat-E-Darban Nahin Kerta
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Log apno ko bhi bhula dete hai, Bevaja apno ko bhi rula dete hai, Jo diye raat bhar roshni dete hai, Subah hote log usey bhi bhujha dete hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • MOHABBAT KA MATLAB INTEZAAR NEHI HOTA, HAR KISI KO DEKHNA PYAAR NEHI HOTA, U TO MILTA HAI ROZ MOHABBAT-E-PAIGAM, PAR PYAAR ZINDGI ME BAR BAR NEHI HOTA.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dua karte hai aap ko koi gam na ho aap ki aankhe kavi nam na ho har roz mile aap ko ek nayi khusi par kisi me.... Hamari jagah lene ka dum na ho.!! "SAAJAN"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Uski baate baar baar yaad kar ke royi Us ke liye RAB se fariyad kar ke royi Uski khushi ke lie chordia use Phir usi ki kami ka ehsaas kar ke royi…!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • use nafrat se fursat na mili warna mera dard la ilaz nahi tha hamne to us shaher me bhi tere intjar kiya jaha mohabbat ki riwaz hi nahi tha kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chandani raato me sara jahan sota hai, lekin kisi ki yaado me koi badnasib rota hai, khuda kisi ko dosti pe fida na kare, agar kare to dosto ko juda na kare.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jeeti baazi haara hoon, Ab main toota taara hoon, Sehraa hoon ik jaltey dukh ka, Main ik gham ka dhaara hoon, Sachaayi ka shola dil main, Main jalta hua angaara hoon, Galiyon galiyon dhoondon tujh ko, Main bhi ik banjaara hoon, Arshad meri qeemat kya hai, Main matti hoon, gaara hoon..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • is behte dard ko mat roko. ye to saza hai kisi ke intezar ki. log inhe aansoon kahe ya dewangi. par ye to nishani hai kisi ke pyar ki
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhara Naam Likhne Ki Izazat Chin Gayi Jab Se, Koi Bhi Lafz Likhti Hu To Ankhe Bheeg Jaati Hai, Teri Berukhi Ne Dil Ke Itne Tukdre Kiye Hain, Ki Ab Tanha Bhi Hoti Hu To Teri Yaad Nahi Aati Hai.!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS