• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon; Lout Ke Phir Teri Mehfil Mein Nahi Aayunga; Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar; Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jinke Dil Par Chhot Lagti Hai Wo Ankho Se Nahi Roote, Jo Apno Ke Nahi Hue Wo Kisi Ke Nahi Hote. Waqt Ne Hume Ye Sikhaaya Hai Ki, Sapne Toot Jaate Hain Par Poore Nahi Hote.. Koh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khushi Ki Chaah Mein Har Khushi Se Dur Huye Hum, Kisi Se Kuch Keh Bhi Na Sake Itne Mazbur Hue Hum, Na Aayi Unhe Nibhaani Pyar Mein Wafaa, Aur Jamaane Ki Nazar Me Bewafa Ke Naam Se Mashur Hue Hum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri berukhi ko bhi rutba diya humne. Pyar ka har farz ada kiya humne. Mat soch ke hum bhool gaye hain tujhe; aaj bhi khuda se pehle tujhe yaad kiya humne Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gum Hai kya KhuShi MaLooM Nhi Wo Apna Hai Ya AjNaBi MaLooM Nhi Jiske Bagair ek Pal nhi Guzarta Kaise GuzreGi ye zinDaGi MaLooM Nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dekha To Mera Saaya Bhi Mujhse Juda Mila, Socha To Har Kisise Mera Silsila Mila, Shehar E Bewafa Mein Ab Kise Ab Ehele Wafa Kahein. Humse Gale Mile Who Bhi Bewafa Mila
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jindagi dene waale marta chhod gaye, Sath dene waale tanhaa chhod gaye, Jab jrurat padi hme apne hamsafar kii, Vo sath chalne waale bhi apna rasta mod gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khoob Gaye Pardes, Ke Apne Deewaron-Dar Bhool Gaye…. Sheesh Mahal Ne Aisa Ghera Mitti Ki Ghar Bhool Gaye Uski Galiyoon Se Jab Laute Apna Bhi Ghar Bhool Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi ek saza si lagne lagi, Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi, Galti humari bhi thi ki humne pyar ka izhar nahi kiya,, Aur wo kisi aur se pyar karne lagi........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard kya hota hai batayenge kisi roz , kamal ki ye gazal sunayenge kisi roz , Udne do in parindo ko aazad fijao me , Jo me huye to lout ke aayenge kisi roz..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Humne bhi pyar kia tha Thora nahi besumar kia tha Hamari to jindegi hi badal gayi Jab usne ye kaha ki are pagal maine to majak kia tha
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aapki Muskarahat Se Muskarana Seekha, Aur Aap Ke Hi Khatir Jeete The Hum... Ab Jab Aap Hi Bewafa Ho Gayi To, Bataiye "Aapki Bewafai Se Kya Seekhe Hum".
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har phool ki ajab kahani hai, Chup rehna bhi pyar ki nishani hai, Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai, Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke paas hai By- djsumit
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Milna hai tu khud aa k mil Na bhej in band tehreer’on ko Ye to such hai k tasalli ka imkaan hoti hain lekin mujhy nahi pehenna in zanjeer’on ko Kyun har baat ko muqaddar per taal rakhta hai na laaya kar beech mein peeron ko Marna tha to khud hi ek roz kah dety Kia zarurat thi ye kehny ki aankhon k teer’on ko Bus karo in zulm’on ki inteha kahin aisa na ho Ik roz bedaar kar de ‘Gul’ k zameer’on ko. . !
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • use nafrat krne fursat na mili... wrna mera dard la-ilaz na tha.... hmne to us sahr me bhi tera intjar kiya... jahan mohobbat ka riwaj na tha..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaadon ko teri hamne khone na diya, Ghamo ne bhi chup hone na diya, Aankhein to aaj bhi bhar aayi teri yaad mein, Par teri di hui kasam ne hamein rone na diya....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Phul Me Khusbu Wahi Hai Mausam Ka Jaadu Wahi Hai Ek Tum Nahi Ho Jo Baaho Me Hum Dub Jate Hai Aaho Me Aati Hai Teri Yaade Satati Hai Teri Yaade.! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apna Bana Ke Thukra Diya Usne, Mujhe Barbaad Karke Khud Ko Sanwar Liya Usne, Baitha Ke Apne Palkon Pe Ek Din Mujhe Dunia Ki Nigah Me Gira Diya Usne .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • RAAT hui jab shaam k baad Teri yaad aayi har baat k baad Hum ne khamosh rah kar bhi dekha Phir bhi teri aawaz aayi har saans k baad Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS