Unki bewafai par wafa hum karenge.......
Yaad ko unki dil se juda hum karenge♥
Itna chaha phir bhi yakeen nahin
Aise zindagi jee kar hum kya kar enge.........SK
Taraste the jo hamse milne ko kabhi….
Na jane q aaj mere saye se bhi wo katrate hain….
Ham bhi wahi hain;dil bhi wahi hai;
Na jane q log badal jate hain…
puspendar singh
Bazaar main e dill bikta nhi,
Pyar kabhi dikhta nhi,
Mahssos kr k dekho,
Meri trah,
Dil se kia pyar kabhi jhukta nhi,
Bazaar main e dill kabhi bikta nhi...
Bondh ankho Se Dekhne Ke Shiva hai Hi Kya Mere Jeevan Mai....
Tujhko Yaad Korne Ke Shiva Hai hi Kya Mere IssJevan Mai....
Zindagi Ki Haar Ek Khusi Kurbani Dene Ke Baad Pata Chala....
Andhe ko Kisi Se Pyar Nahi Karna Chahiya....
jee nhi sakta to jeena choad de
bhate bhate jo thar jaye wo dariyaa
choad de
fool thama, muje kanta bana k rak diya
or ab kaanto se khati ho
ki chubhna chod de..
Gam ki duniya se guzarish hoti hai...khushi se Gam ki sifarish hoti hai.....kabi tanhai me apne mohabbat ko yaad karna..phir dekhna aankho se kitni barish hoti hai......?
Bas ek khata humse ho gayi ,
Had se zyaada mohabbat unse ho gayi ,
Hum nazar na utha sake kisi aur ki taraf ,
Aur wo kahte hain ki ,
Humari chahat bewafa ho gayi .