Ek Dil Ko Dil Lage Se Bachaya Na Ja Saka
Qismat Se Apna Aap Churaya Na Ja Saka
Hairat Hai Ke Log Kaise Khuda Ko Bhool Gaye
Hum Se To Ek Insan Bulaya Na Ja Sakaaa
Ajeeb Tarha Se Socha Hai Zindagi Ke Liye
Ke Zakhm Zakhm Main Ghulta Hon Har Khushi Ke
Liye
Woh Mujh Ko Chor Kar Gaya To Phir Yaqeen Aaya
Koi Bhi Shakhs Zarori Nahin Kisi Ke Liye
Tumhari Yaad Ka Ab Tk Chirah Jalta Hai
Ajeeb Shidat-e-Gham Hai k Dagh Jalta hai
Khuda K Wasty Roko Na Mujhko ROnay Do
Wagarna Shola Dil Se Dimagh Jalta Hai
Dil per di meri dastak nazro ne teri aake,
Fir feri tune nazre pagal mujhe bana k,
Ismein khata kya teri futi thi meri ankhe,
Sapne ko sach jo samjha betha hu dil jalaa k
Mujhe Maaf Kar Mere Humsafar
Tujhe Chaahna Meri Bhool Thi.
Kisi Raah Par Jo Uthi Nazar
Tujhe Dekhna Meri Bhool Thi.
Wo Gali Gali Wo Shehar Shehar
Tujhe Dhoondna Meri Bhool Thi.
Mere Gam Ki Koi Dawa Nahi
Mujhe Tujhe Koi Gila Nahi.
Mera Koi Tere Siva Nahi
Yahi Sochna Meri Bhool Thi..!
BEWafa_o_ko duniya mai jaga nahe milta,
Iss liya hum Bewafa ho gay.
Kisi ko hum pyar ka dard nahi dena chahtE.
Isiliya hum ye janha chorna ki faisla li hai.
मेरी मोहब्बत मेरे दिल की गफलत थी
मैं बेसबब ही उम्र भर तुझे कोसता रहा…..
आखिर ये बेवफाई और वफ़ा क्या है
तेरे जाने के बाद देर तक सोचता रहा……
मैं इसे किस्मत कहूँ या बदकिस्मती अपनी
तुझे पाने के बाद भी तुझे खोजता रहा….
सुना था वो मेरे दर्द मे ही छुपा है कहीं
उसे ढूँढने को मैं अपने ज़ख्म नोचता रहा…
zindagi me kabhi pyaar karne ka dil ho to apne dukh se pyaar karna .,..kiyon ki duniya ka dastor hai ye ki jise jitna chaho use utna hi dour pauoge...?
Hamari Khusi Ki Khuda Se Faryaad Na Karna..
Bhula Dena Mujhe Kabi Tum Yaad Na Karna..
Kiya Barbaad Tumne Mujhe Ye Meri Badnaseebi Thi..
Iltezaa Hai Kabi Kisi Aur Ko Yu Barbaad Na Karna..!
Sabne chaha tujhe hum na mile ,
humne chaha tujhe gum na mile ,
agar khusi milti hai tujhe humse juda hone
me,
to yahi duaa hai , ki tujhe kabhi hum na
mile
Koh
Sometimes the world gives me so many reasons to hate it…but whenever it happens…. I just stop and think of u n say, "How can I hate this world when you are a part of it…"
Bewafa Hai Dunia Kisi Ka Aitbaar Mat Karo..
Har Pal Dete Hai Dhoka Kisi Se Pyar Mat Karo..
Mit Jao Beshaq Tanha Ji Kar..
Par
Kisi Ke Saath Ka Intezar Mat Karo..!