• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Dard ka ehsaas janna hai to pyaar karke dekho , Apni aankho me kisi ko utaar kar dekho , Chot unko lagegi aansu tumhe aa jayenge , Yeh ehsaas janna hai to pyaar me dil har kar dekho . . . . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo Bewafa Nhi Tha Yo Badnam Kar Diya Logoo Nay " Ay Angel " Un Kay Chahnay Walay Hazar Thay Wo Kis Kis Say Wafa Karta
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zabt karta hoon to har zakhm lahoo daita hy Aah karta hoon to andesha-é-ruswayi hy Daikhta hoon to hazaron hein mairey dost magar ! Sochta hoon to wohi alam-e-tanhayihy
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Duniya Jise Neend Kehti Hai , Na Jaane Wo Kya Cheez Hoti Hai, Aankheon To Hum Bhi Band Karte Hain, Par Wo To Unse Milne Ki Tarkeeb Hoti Hai, Hum Neend Ke Shouqin Jyada To Nahi, Lekin Kuch Khwab Na Dekhe To Guzara Nahi Hota…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aksar log mujhse puchha karte hai, Kya tumhe aaj bhi intzar hai uske laut aane ka? Aur ye dil muskura k kehta hai mujhe to, Ab tak yekin hi na hua uske chale jane ka.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ab bhalaa chhoR ke ghar kyaa karte shaam ke vaqt safar kyaa karte terii masruufiyateN jaante the apne aane kii Khabar kyaa karte jab sitaare hii nahiiN mil paaye le ke ham shams-o-qamar kyaa karte vo musaafir hii khulii dhuup kaa thaa saaye phailaa ke shajar kyaa karte Khaak hii avval-o-aaKhir thahrii kar ke zarre ko gauhar kyaa karte
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat Ki Judaai Me Akshar Log Toot Jate He, Toote Hue Dil Wale Insaan Shayar Ban Jate He, Hum V Us BEWAFA K Jaal Me Pad Gaye, Shayar To Nahi Din Raat Sharab Peekar SARABI Hum V Ban Gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • एक अनुभव तो मुझे भी हो गया जिन्दगी का हर पल तेरे प्यार के नाम हो गया।।।!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ghair Se Tera Aashnaa Hona, Goya Acha Hua Bura Hona. Kitni Jaankah Hai Zameer Ki Maut, Kitna Aasaan Hai Bewafa Hona. Nasha-e-Lazzat Gunaah K Baad, Sakht Mushkil Hai Parsaa Hona. Aadmi Ko Khuda Na Dikhlaaye, Aadmi Ka Kabhi Khuda Hona. Dil Ki Baton Pe Kon Jaye Faraz, Aise Dushman Ka Dost Kya Hona
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bina dard ke aasun bahaye nahi jate , bina pyar ke riste nibhaye nahi jate , zindgi me is baat ko yaad rakhana , kisi ko rula kr sapne sajaye nahi jate,.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Samjha Lo Apne Dil Ko Pyaar Na Kare Meri Fitrat Hai Bewafai Izhar Na Kare Humse Paoge Dhoka Tum Yaad Rekhna Pehle Hee Kahte Hai Koi Humara Aetbaar Na Kare
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek khushi ke liye har khushi se door hue hum, kuch keh bhi na sake itna mazboor hue hum,na aayi unhe nibhani wafa, aur bewafa ke naam se mash-hoor hue hm.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • us bewafa ki bewafayi pr kya rona ... Wo to h bewafa....,...,.....us ki bewafa ki judayi par kya rona wo to h hmare dil se juda.............. Lekin wo chahe kitni bhi juda kiyu na ho jaye......,,,,...........lekin uski yaade to rhegi hmare dil me bas kr sda
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS