हमनें अपनी साँसों पर उनका नाम लिख लिया,
नहीं जानते थे कि हमनें कुछ गलत किया,
वो प्यार का वादा करके हमसे मुकर गए,
ख़ैर उनकी बेवाफाई से हमनें कुछ तो सबक लिया!
Wafa Ke Badle Bewafai Na Diya
Karo, Meri Ummid Thukra Kar
Inkar Na Kiya Karo, Teri Mohabat
Me Hum Sab Kuch Kho Baithe, Jaan
Chali Jayegi Imtehan Na Liya Karo.
Jisne Kabi Chahaton Ka Paigaam Likha Tha..
Usne Apna Sab Kuch Mere Naam Likha Tha..
Aaj Use Mere Zikr Se Nafrat Hai
Jisne Kabi Apne Dil Par Mera Naam Likha Tha...!
Bas ek khata humse ho gayi, had se zyada mohabbat unse ho gayi,hum nazar na utha sake kisi or ki taraf, aur wo kehte hain ki hamari chahat bewafa ho gayi
Ek ladka or ladki ek dusreko bahut
pyar karte the.
Ek din ladki mar gayi, usne swarg me
se
ladke ko kaha, "ek wada tha tera har
wade ke piche, tu milega muje har
gali
har darwaje ke piche. Par kyun tu itna
BEWAEAA nikla, ek tu hi neahi tha
mere
janaze ke piche"
ladke ne ankh me ashu ke sath javab
diya, "ek wada tha mere har wade k
piche,
milunga tuje har gali har darwaje ke
piche. Tune hi mud kar nahi dekha, ek
aur janaza tha tere janaze k piche.
Sukhe phool ko todane wala koi nahi,
toote dil ko jodane wala koi nahi,
kitana khali hai ye dil sayad koi jaan pata,
Afshos ye hai ine sunne wala koi nahi
Khan
Kabhi roye mehfil mein, kabhi tanhai mein hanse,
Khud ko majnu sa bana diya ik teri khatir....
Na sukun raat ko haasil, na mehfil-e-din haasil....
Khud ko kya se kya bana diya teri khatir...
Kabhi duniya se kinara kiya, kabhi doston ko bhi rukhsat di,
Apno mein bhi khud ko kaafir sa bana liya, bas teri khatir...!!
Jo bhi deewar hai raste main giraa ke ro lain,
Aao ik doojay ko seene se laga ke ro lain,
Saamne tu hai to hum dil mein bhi ro sakte hain,
Yu’n karain hum tujhe baaton mein laga kar ro lain,
Tere aaney se yeh naraaz raha karte hain,
Jee mein hai aaj har ik gham ko manaa kar ro lain,
Jaam pe jaam peene se kiya faida doshto...raat ki piyi huyi sharab subh utar jayegi..,agar peena hi hai to do boond bewafai pee ke dekho....saari umar nashe me hi gujar jayegi...like this plz ..s.k..?
Khaq Hi Rehne Do Mujhko Aasma Na Kaho.
Phir Mujhe Ek Bejubaan Na Kaho.
Ek Guzarish Hai Aap Se Sahab,
Tum Ise Meri Ilteza Na Kaho,
Badi Mohabbat Hai Humein Unse Hujoor,
Unke Baare Mein Kuchh Bura Na Kaho.
Abhi To Umra Padi Hai Ye Aajmane Ko ,
Abhi Se Unko Bewafa Na Kaho
Har Ek Manjar Par Udasi Chhayi Hai;
Chand Ki Roshni Mein Bhi Kami Aayi Hai;
Akele Acchhe The HumApne Aashiyane Mein;
Jane Kyun Tutkar Aaj Fir Aapki Yaad Aayi Hai!
Insan do wajah se
bilkul badal jata hai...!!
.
.
.
Ek Jab Koi bht khaas
us ki zindgi me aa jaye...
.
.
.
Aur jab Koi bht khaas
us ki zindgi se chala jaye... :(