Woh khush hai par shayad hum se
nahi
Woh naraz hai par shayad hum se
nahi
Kon kehta hai unke dil me mohabbat
nahi
Mohabbat to hai par shayad humse
nahi.!!
“Muhabaton ne kaisa kamaal kar dala..”
“Humain to udasyon ki misaal kar dala..”
“Kabhi milain to pouchain gay ik doujay se”
“K kis ko kis k gham ne nidhaal kar dala”
“Tu bata us se kya kahon ga mein”
“Meri udasi pe jo kisi ne sawaal kar dala”
“Suna tha zindgi ka safar boht mushkil hai”
“Or hum ne ker k muhabbat isay or b muhaal kar dala”
“Kuch hum b maum k thy or kuch tum ne b”
Zindgi ko shoulon ki shal kr dala
adse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain Hain
Zakam Dekay Kaam Kiya Kartay Hain
Roz Gir Jati Hai Devar Teri Yaadon Ki
Roz Hum Maut Kay Saaye Mein Raha Kartay
kk
Hasi aati nehi ya hasna chahate nehi aap,
Dil kehta nehi ya dil ki sunte nehi aap,
Aise to nehi the pehle aap, sach batao..
Yaad hmari aati nehi ki yaad krte nehi aap.
jinse ki pyar maine jaan se zyada,,wo hi meri jaan maang lii,,
kehte bhi to kya us nadan se,,
are wo to nasamajh hai,isliye maine apni jaan uski naam kar di..
Wo Halaat Ki Majboori Se Chahta Tha Mujhe..
Phir Har Pal
Usne Apna Pyaar Jataya Kyun ??
Khabar Thi Usko Ki Ho Jayenge Juda Ek Din..
Phir Har Pal
Wo Mere Kareeb Aaya Kyun ??
Agar Use Bhi Ek Dard Dekar Hi Jaana Tha..
Toh Aaj Tak
Mere Zakhmon Ko Sehlaya Kyun ??
Agar Yun Tanha Chodna Tha Raah-E-Safar Mein..
Toh Ab Tak
Haath Pakad Kar Chalna Sikhaya Kyun??
Meri Aankhon Ko Yun Hi Usne Rulana Tha..
To Mohabbat Ke
Sapno Se Phir Unko Sajaya Kyun
uski bate bar bar yaad kar ke roye
uske liye rab se faryad kar ke roye
uski khushi ke liye chor diya use
phir uski hi kami ka ehsas kar ke roye
I LOVE YOU MAHI
Khushboo Bankar Teri Saanso Mein Sama Jayenge,
Sukun Bankar Tere Dil Mein Utar Jayenge,
Mehsus Karne Ki Koshish To Kijiye,
Dur Rahte Hue Bhi Pas Najar Aayenge.
Wo Mjhe Bhool KE Bhi Khush Hai..
Main Use Yaad Kar Ke Bhi Rota Hun...
Uss K Dil Mein Thori si Jagah Mangi Thi....
Us Nae Tanhaiyon Ka sara Shehar Mere Naam Kar Diya
hamen ab kho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
kisi ka ho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
samandaar tha toh zor-o-shor se lehrein bahata tha
samandaar tha toh zor-o-shor se lehrein bahata tha
ab qatra ho ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho
mujhe tum yaad aate ho
bayan karte jo haal-e-dil
toh yunhi muskura deta
toh yunhi muskura deta
vohi ab ro ke kehta hai
mujhe tum yaad aate ho."
Khan
Yaadon ke darmayia wo ek ehasas chhod gaye Meri sans mai apni khushboo chhod gaye Kabhi sath jeene merne ke waade karte the Aaj wo hume marne ke liye akela chhod gaye........
Kish dard ko sambhal pana asan nhi h, Haste hue harpal bitana asan nhi, Zindgi me har koi dil me nhi bas pata aurus ek base hue ko pana asan nhi h....@
Bas ye khel dilon ka hai
Chalta hi rehta hai,
Hazaro khushiyon ke pal aye zindgi mai,
Par kyun tanhai ka vo pal chalta hi rehta hai
Hum lakh hase duniya ke age
Par andar to kuch jalta hi rehta hai...
Ek Taraf Se Doli Uthi,
Khushiyan Aur Shehnaeyon Ke Sath,
Ek Taraf Se Arthi Uthi,
Gamo Aur Tanhaiyon Ke Sath,
Dono Takra Gaye,
Dekhnewale Chakra Gaye,
Bheed Me Se Awaz Ayee ,
Ya Khuda Ye Kaisi Khudai Hai,
Mehboob Ki Doli Dekhne Yaar Ki Arthi Ayee Hai..!!
~Ashok~
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….
Ye Pathjhar Ka Mousam Bhi Ek Din Guzar Jayega,
DiL Mera Phir Se Bahel Jayega,
Us Bewfa Ki Bewfai Pe Matam Kyu Kru,
Muje Malum Tha Wo Ek Din Badal Jayega.