• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Wo Bewafa Kya Mera Imteha Legi, Nazre Milengi To Nazre Jhuka Legi, Use Meri Kabar Pr Dia Mt Jlane Dena, Dosto Wo Nadan H Apna Hath Jala Legi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard ko na dekhiye dard se Dard ko bhi dard hota hai Dard ko bhi zaroorat hai pyar ki Aakhir pyar mein dard hee toh hamdard hota hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • halat-e-dil kaise mai bataon tumhe, pyar me tere chot bahut gahri khai hai, dil ne socha tha ki karenge mohabbat ki baten, kyo pyar me tune ki bewafai hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tuta hua dil kisi ke kam nahi aata, bichade hue logo ka paigam nahi aata, tum kabhi na bichadna mere dost, kyoki DIL todne walo me tumhara naam nahi aata. `..iii
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard Kitne Hain Bata Nahi Sakta Zakhm Kitne Hain Dikha Nhai Sakta Ankhon Se Samjh Sako To Samjh Lo Ansoon Gire Hain Kitne Gina Nahi Sakta …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard kya hota hai btayenge kisi roz Kamaal ki ghazal tum ko sunayenge kisi roz Thi unki zid k mai jaun unko manane Mujko ye veham tha vo bulayenge kisi roz kabi b maine to socha b nahi tha Vo itna mere dil ko dukhayenge kisi roz Har roz aaine se yehi poochhta hun mai Kya rukh pe tabassum sajayenge kisi roz? Udne do in parindon ko azaad fizaon me Tumhare hon agar to lout ayenge kisi roz Apne sitam ka dekh lena khud hi Saqi tum Zakham e jigar tamaam log dekhenge kisi roz.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindgi se apna har dard chupa lena, Khushi na sahi gam gale laga lena, Koi agar kahe mohabbat aasan hai, To use mera toota hua dil dikha dena…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तुम तालुक तोड़ने का किसी से भी न करना, हम लोगों से कह देगें कि उन्हें फुर्सत नहीं मिलती |
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar Ki Har Rasam Nibhayi Humne, Tujhe Pane Ko Har kashti Dubai Humne, Tune Kadar Na Ki Meri Wafaon Ki, Chahat Me Har Khushi Lutayi Humne..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aehank teri yaad ne rila diya kya karu tune jo hmko bhula diya na karte hm wafa na milti hmko yeh saza hmari wafaon ne apko bewafa bana diya Raj Das
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Qaim To Ho Sakay Koi Rishta Gohor K Saath Gehray Samandaron Mai Baha Dijiye Mujhay Yun To Shola-e-Jaan Sard Ho Chuka Likin Sulag Uthoon To Hawa dijiye Mujhay.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • adse Ban Kay Log Yahan Mila Kartain Hain Zakam Dekay Kaam Kiya Kartay Hain Roz Gir Jati Hai Devar Teri Yaadon Ki Roz Hum Maut Kay Saaye Mein Raha Kartay kk
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch khabar nahi humko apna ya paray hai..dhondhne ye dil jisko is gali me aaya hai.. Hum duayein dete hain tumko fir bhi jane ja ...fir bhi toone is dil ko bepanah sataya hai,....?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tumhe malum tha ki jab aayegi aandhiya to phir bhala baag lagane ki jarurt kya thi jab tujhe gair ke bahon me simtna tha to mujhse dil lagne ki jarurat hi kya thi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Dil Se Wo Jate B Nahi...
    hakeeqat Me Hame Wo Chahte B Nahi....
    auron Ke Liye Woh Rote Rahte Hain Rat Bhar.....
    par Shaban Ke Liye Woh Mushkurate B Nahi..,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Ko Ab KIsi Se Gila Nahi Man Se Jo Bhi Chaha WO Mila Nahi, Badnasibi Kahu Ya Bewafai Waqt Ki Ek Dipak Mila To Par Wo Bhi Jala Nahi Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hume unse koi shikayat nahi, sayad humari kismat me chaht nahi, meri taqdeer ko likh kr to upar wala b mukar gya, pucha to bola ye meri likhawat nahi.*
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Likhu Kuch Aaj Ye Waqt Ka Takaza Hai, Mere Dil Me Dard Abhi Taaza Hai, Gir Padte Hai Ashq Mere Kagaz Par, Kalam Me Sayahi Kam Aur Aansoo Jyada Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS