• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Pehli Mohabbat Main Khata Kar Raha Hoon. Kisi Bewafa Se Wafa Kar Raha Hoon. Woh Tukhra Diye To Kya Hua Khuda. Tuhi Miladey Tujse Dua Kar Raha Hoon Main.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is do pal ki zindgi main itni tanhai kyun hai logon ko hum se hi ruswai kyon hai Is duniya main insan kam to nahi phir mere sath sirf meri parchai kyun hai...? Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jhuki palko se aapka didaar kiya...sab kuch bhula ke aapka intzaar kiya....aap samjh hi na paye mere jazbat ko..ki duniya me sabse ziyada aase pyaar kiya..s.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab koi naik kaam karte hain, Jaane man tere naam karte hain, Tere chehre se dhoop lete hain, Teri zulfon mein shaam karte hain, Kis qadar tang hoon mohabbat se, Log yeh kese kaam karte hain, Un ki peshaaniyan chamakti hain, Jo mohabbat ko aam karte hain, Dil ke dalaa’n mein sajaa kar yaad, Jashan ka ehtamaam karte hain, Sochte hain tujhe wuzzu kar ke, Yu’n tera ehtraam karte hain, Hum se hi ibtidaa huyi jana’n, Hum hi ab ehtamaam karte hain..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi ek saza si lagne lagi, Gum ki aandhiyo me is kadar ulajhne lagi, Galti humari bhi thi ki humne pyar ka izhar nahi kiya,, Aur wo kisi aur se pyar karne lagi........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Barish Ka Ye Mousam Kuch Yaad Dilata Hai. Kisi Kay Saath Honay Ka Ehsaas Dilata Hai. Fiza Bhi Sard Hai Yaadain Bhi Taaza Hai. Ye Mousam Kisi Ka Pyaar Dil May Jagata Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Badalte Is Zamane Ne Sab Ko BadalDaala.. Khwaab Aur Khayaalon Ko BhiBadal Daala.. Par Us Bewafa Ko Na Badal Saka MeraPyar Bhi.. Jiske Liye Humne Apne Aap KoBadal Daala..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nikle unke aankho se ansu or hum usse rok na sake,humari wafa-e-imtihaan to dekho,oroye humse lipatkar kisi or k liye,or hum mana v kar na sake.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mat Puch Sabar Ki Inteha Kahan Tak Hai, Tu Sitam Kar Le Teri Taqat Jahan Tak Hai, Wafa Ki Umeed Kisi Aur Ko Hogi, Humein To Dekhna Hai Tu Bewafa Kahan Tak Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe Ek Baar Aur Uski Ankho Me Ankhe Daal Kar Dekh Lene De.. Aye Khuda Mujhe Ab Bhi Yakeen Nahi Hota.. Ki Wo Bewafa Hai..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Yaad Aakar Dil Jala Deti Hai, Jo Karni Ho Baate Wo Baate Bhula Deti Hai, Shocha Na Tha Is Tarah Se Chhod Ke Jayegi, Ek Pal Ko Sab Bhula Deti Hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab To Aap Ke Liye Ajnabi Hum Ho Gye Hai, Massage Ke Silsile Bhi Band Ho Gye Hai, Khusiyo Se Zyada Gumm Ho Gye Hai, Kya Pta Ye Waqt Bura Hai, Ya Bure Hum Ho Gye Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ab bhalaa chhoR ke ghar kyaa karte shaam ke vaqt safar kyaa karte terii masruufiyateN jaante the apne aane kii Khabar kyaa karte jab sitaare hii nahiiN mil paaye le ke ham shams-o-qamar kyaa karte vo musaafir hii khulii dhuup kaa thaa saaye phailaa ke shajar kyaa karte Khaak hii avval-o-aaKhir thahrii kar ke zarre ko gauhar kyaa karte
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aye bewafa ja tera pyaar aabad rhe. ham to aakele the lekin tujko ye yaad rhe. dil se yahi duaa nikle gi marne ke bad. Tu rhe aabad chahe me ghr barbad rhe.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Karta raha fareb koi saadgi ke saath, Itna bada mazak meri zindagi ke saath, Shyad mili saza iis jurm ki mujhe, Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS