• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Duniya to duniya hai apne bhi beech raste me chhod jate hain hum ne jis par bharosa kiya usi ne rulaya hai zindagi samajh kar pyaar kiya jise usi ne bewafai ki humse
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kya Milta Hai Tumhe Muje Gham De Ke, Kya Pate Ho Muje Ashqo Me Dubo Ke, Aaj Hu Tere Paas To Rula Do Muje, Kal Na Rahunga To Karoge Yaad Ro Ro Ke.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sapna Ek, Lekin Mushkile Hazar Hai, Tanhayi Aur Gum To Mere Bachpan Ke Yaar Hai, Ab To Yeh Dil Maut Ke Liye Bhi Taiyaar Hai, Kyunki Is Zindagi Me Hume Sirf Bewafao Se Pyaar Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil K Kareeb Aa K Vo Jab Door Ho Gaye Saray Haseen khwab Mere Choor Ho Gaye Hum ne Vafa Nibhayi To Badnamiyan MileeN Jo Log Bewafa Thay Vo Mashoor Ho Gaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek ajab dastan hai mere afsane ki, maine pal-2 koshish ki unke pas aane ki, kismat thi meri ya sazish zmane ki, door huye utne wo, jitni umid thi krib aane ki..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • कहां कोइ मिला जिस पर दिल लुटा देते, हर एक ने धोखा दिया किस किस को भुला देते, रखते हैं दिल में छुपा के अपना दर्द, करते बयान तो महफिल को रुला देते।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Jin Siddato Se Koshish Kar Raha Hoon  Ab Mai Tumhe Bhulane Ki Kambakht Kabhi Bahut Dil Se Dua Maanga Karta Tha Tumhe Apna Banane Ki"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Uski yaadon ki chingari ne Dil me aag laga di . U sko Dil me basaya apne Dil ko SazaDi . Zara khayal na aya mujhe apne Dil ke armano ka . Apne armano ko aaj maine khudhe aag laga di......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhai Mere Dil Me Samati Chali Gayi.... Kismat Bhi Apna Khel Dikhati Chali Gayi Maheki Fiza Me Jo Dekha Pyar Ko..... Bas Yaad Kisi Ki Aayi Or Rulati Chali Gayi.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard-e-DiL Ab Aur Kya Sunaye Iss Zamane Ko... A Bhanu Rang Teri Bewafai Ka Kabhi Chhutega Nahi. Dil Me Bahut Dard Hai Teri Bewafai Ka
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Uski bewafai pe bhi fida hoti hai jaan apni..... khuda jane agar us mein wafa hoti to kya hota.. Agar Mohbaat Ki Tijarat Ka Itna Shauk H To Ye Baat B Jaan Lo DOSTO Yaha Wafa Ka Koi Mool Nahi Hota Or Bewafai Bahut Anmol Hota He
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ansoo aapke aur ankhe hamari ho, Dil aapka dharke aur dharkan hamari ho, Dua hai hamari pyar itna gehra ho jaye ki khuda aapko bulaye aur maut hamari ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanha dil or ye tanhai.. humein phir se teri yaad aai… na samjha wo na samjhaya mene… akhir q chai ye ghum ki tanhai… ufaq se toota jo ek tara… meri ankh ansu se bhar ai… wo bhi tha chamakta chand pe… phir q taqdeer usay andhero mein lai… duwa ha yehi tujh se aye mere rab.. bula le mjhay k ab na lar pao gi ye sach ki larai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • sabke hote hue bhi tanhai milti hai. yaado me bhi gam ki parchai milti hai. jitna bhi dua karte hain kisi ko pane ki. utni hi jyada unse bewafai milti hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aksar Ki Duniya Me, hame koi anjane mil jate hai.. Na jane kis mod me wo hamare apne ban jate hai.. Phir hoti hai pyar kasme wade ki bate.. Aur ye baad yaad ban jate hai.. Ham krte nahi unki kadar jab wo kareeb hote hai.. Bs ek choti si bhul aur wo hamesa ke liye dur ho jate hai.. Aaj jise pyar pyar kahte hai wo hamari choti si bhul se hamare liye bewfa ban jate hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS