Nikal Aaye Idhar Janab Kahan
Raat Ke Vaqt Aaftab Kahan
Meri Aakhein Kisi Ke Aansoo Hain
Varna In Pathron Mein Aab Kahan
Seb Khile Hain Kisi Ke Gaalon Per
Is Baras Bagh Mein Gulab Kahan
Mere Hothon Pe Teri Khushboo Hai
Chhoo Sakegi Inhe Sharab Kahan
kitabo me likhte ho phool todna mana hai...baago me likha hota hai phool todna nana hai....phool se kayi ziyada keemti hai dil....koi ye kiyo nahi kahta ki dil todna mana hai..?
Har ek Chehry ko Zakhmon ka Aaina na Kaho
Ye Zindgi to ha Rehmat ise Saza na Kaho..
Na jane wo kon c Majburion ka Qedi ho
Wo Sath Chor Gaya Bewafa na Kaho..
Wo pyar ka saboot dikhaya
karta tha
Aansoo baha kar mujhe
manaya krta tha Ye zindagi sirf tumse
wabasta hai
Aksar ye baat mujhe
bataya karta tha Usski baaton mein kuch aisa
asar tha
Main barish ke bina hi
bheeg jaaya karta tha Sone ki fursat kis ko thi
Wo mujhe sari raat jagaya
karta tha Bechaini jab hadh se barh
jaati thi
Wo ji bhar ke galay lagaya
karta tha Wo itni muhabbat karne
wala badal gaya
Jo saath nibhane ki qasam
khaya karta tha
kaha koi aisa mila jis par dil luta dete
har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete
hum apna gum dil me dabaye phirte hai
karte hai baya to mehfil ko rula dete hai
Aaj Bhi Unhe Pyaar Karte Hain Hum,
Har Pal Unka Deedar Karte Hain Hum,
Woh Na Mile Uska Gum Nahi…
Par Jiyen Kaese Kyunki
Aaj Bhi Utna Hi Yaad Karte Hain Hum.
Jism se meri ruh nikal di usne
muje udas rahne ki adat si daldi usne
Kisi ne us se pucha muhabbat me barbad kese hote h phle to bhut hanse fir meri misal di usne
Nhi jan ska apne dil ko ,bewfaie ke bad bhi usko yad karta hai....
Barbad ho gya Uski mohbbat me,
aur kamabqt Yeh dil phir bhi usko pyar karta hai.....
Aawara!!vaibhav singh!!
Gujarish Humari Wo Maan Na Sake,
Mazburi Humari Wo Jaan Na Sake!
Kehte Hai Marne Ke Baad Bhi Yaad Rakhege,
Jeete Ji Jo Hume Pehchan Na Sake
By - fareed barkatee