Pyaar wo hum ko bepnaah kar gaye ,
Fir zindagi me hum ko tanha kar gaye ,
Chahat thi unke ishq me fnaah hone ki ,
Par wo lout kar aane se manaa kar gaye ...
Vo Juda Ho Ke Bhi Meetha Dard De Rahe Hai
Dur Reh Reh Ker Fir Se Pass Aane Lage Hai
Fir Se Kyo Voh Kyon Yad Aa Rahe Hai
Jin Ko Bhulane Me Hame Jamane Lage Hai.
Mujhe Miti Ke Ghar Bnane Ka Shok Tha !!
Usay Ashyane Girane Ka Shok Tha !!
Wo Bewafa Tha Is Mein Herat Ki Baat Kia Hai !!
Mujhe Bhi Bewafa Logon Se Dil Lagane Ka Shok
Tadpe Bahut Par Wo Maan Nahi Paye,
Is Dil Ki Mohabbat Jan Nahi Paye,
Ek Din Chale Jayenge Is Duniya se,
Or Wo Kahenge
Lout Aao Hum Aapko Pahchan Nahi Paye.
Dil Todke Tumko Bhi Rahat Na Milegi,
Mujh Jaisi Kisi Aur Ko Milne Ki Chahat Na Milegi,
Barbaad Hoke Bhi Tera Bura Na Chaha,
Dil Chir Ke Dekhlo Kabhi Nafrat Na Milegi.
Har Yaad Ko Youn Zakham Banatay Nahin Dil Ka,
Har Teer Ko Paivest Rug-E-Jaan Nahin Kertay,
Yeh Masla Ab Ahal-E-Mohabbat Ka Hai Apna,
Mertay Hain To Kuch Aap Pay Ahsaan Nahin
Kertay,
Khat Layain Na Layain Tera Hum Naama Bron Ko,
Bus Daikhtay Rehtay Hain Paraishan Nahin Kartay,
Aisay Bhi Tou Rakhtay Nahin Khanjar Pay Gulo Ko,
Itna Bhi To Qatil Ko Pashaiman Nahin Kartay,
Aaj Aasman Ke Taaro Ne Muje Puch Liya…
Kya Tumhe Ab Bhi Intejar He Uske Laut Aane Ka…
Mene Muskurakar Kar Kaha…
Tum Laut Aane Ki Bat Karte Ho…
Muje To Ab Bhi Yakin Nahi Uske Jaane Ka…………..
Bewafaa yun pal mein kisi ko na kehna
Kya pata tumhare liye kitne zulm use pada hai sahna
Yeh mera hai kehna
Sachhi mohabbat karte ho to usse nibhana bhi sikhna …
aakhir kah hi dala usne ik din is kadar toote ho bikhar kiyon nahi jate...? Kab tak jiyeoge ye dard bhari zindagi kisi raat khamosi se mar kiyon nahi jate..?
Dil Lagi Thi Usey Hum Se Mohabbat Kab Thi
Mehfil-e-Gair Se Un Ko Fursat Kab Thi
Hum Thay Mohabbat Main Lot Jane K Qabil
Us K Wadoon Main Wo Haqiqat Kab Thi
K.
उनकी मोहब्बत का अभी निशान बाकी
हैं,
नाम लब पर हैं मगर जान अभी बाकी हैं,
क्या हुआ अगर देख कर मूंह फेर लेते हैं वो..
तसल्ली हैं कि अभी तक शक्ल कि पहचान
बाकी हैं!
Chala gaya vo kuch is trah
jese kabhi vo mera tha hi
nahi...
Mujhe zinda toh rakha usne
magar mujhme ab main hi
nahi...
Kya pyar esa hi hota hai dil to
chor gaya dhadkne ke liye par
ab koi jazbaat hi nahi…!!!