• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Yaaro ki mehfil aise jamai jati hai , Kholane se pahle botal hilayi jati hai , Fir aawaz lagayi jati hai , Aa jao dil walo ......, Yanha dard-e-dil ki dawa pilayi jatihai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aap Khud Nhi Jante Aap Kitne Pyare Ho Jan Ho Hamari Jan Se Bhi Pyare Ho Logo kE Kehne Se kya Hota Hai Aap Kal Bhi Hamare The Aur Aaj Bhi hamare Ho Sagarr Se7en575
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aapse Dosti kar ke hamne khai he Dosti nibhane ki kasam. Magar nibhayege bhi Tab tak Jab tak he jaan Jab tak he jaan.... Koh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Vaade Bhi Dosto Ne Kyaa Khoob Nibhaye, Zakhm Muft Aur Dard Tohfe Me Bhijwaye, Esse Badhkar Wafaadari Ki Misaal Kyaa Hogi, Ki Maut Se Pehle Doston Ne Kafan Le Aaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mehefil Na Sahi Tanhai To MiltiHai, Milan Na Sahi Judai To Milti Hai, Kaun Kehta Hai Ki Pyar Me KuchNai Milta, Wafa Na Sahi Bawafai To Milti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab Mujhse Puchte Hain Ki Tum Raato Ko Sooti Kyu Nahi Ho.. Ab Mai Sab Ko Kaise Bataau Ki Ek Bewafa Ne Jaate Jaate Meri Raato Ki Neend Bhi Le Gaya...!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sab kuch apna teri mohabbat mein haar ke Main ja raha hu ab teri khusiyo ke sansaar se, Viraan hai jahan dil bhi udaas hai Ab kabhi na lautenge vo beete din bahaar ke, Ek haseen khwaab mila vo bhi bhi chaar din ke liye Bahut dekhe hain humne hausle yahan pyaar ke, Khud se bhi begaane ho gaye, ek tere liye Mout jaise thoker lagi is dil pe tere ek inkaar se,.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe Rula Kar Dil Uska Bhi To Roya Hoga; Chehra Aansuon Se Usne Bhi To Dhoya Hoga; Agar Na Kiya Hasil Kuch Humne Pyaar Mein; Kuchh Na Kuch To Usne Bhi Zaroor Khoya Hoga!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • दिल के अरमान आँसुओ मे बह गये, हम गली मे थे और गली मे ही रह गये, अपनी तो किस्मत ही खराब थी की लाइट चली गई जो बात उसे कहनी थी वो उसकी मम्मी से कह गये….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ansu na hote to ankhe itni khubsurt na hoti,dard na hota to khushi ki keemat na hoti,agar mil jata koi chahne seto dunia mein chahat ki koi kimat na hoti. Koh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Koi mila hume chand ki chandani bankar , Koi mila hume pariyon ki kahani bankar , Par jis kisi ko palko me basaya humne , Wo nikal gaye aankho se paani bankar .. Prince Zubair. . . . . . . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khuda humko kbhi aisi judai na de, Unki yadon se humko rihai na de.. Dua karna doston mujhe aisi jannat na mile, jahan se mera yar mujhe dikhai na de
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • na khata thi hamari na daga thi hamari fir kyu kabul kar liya gunah apne naam log kahte h yahi to mohabbat hai sachhi yaari mai to nibha gaya apna wada sara,kya bhul gai wo na aane diya uske ankho me aansu ae khuda yahi h hidutva naari. by Ram
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujko dard-A-dil ke har saja malum h Dard-A-dil ke intjha kya intha malum h zindgi bhar muskurane ke duaa mat degeya ga. Mujko pal bhar muskrane ke saza malum h.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Janmo ka nata sa lagta hai, Door jaon to kuch adhoora sa lagta hai, Pyar hai ya lagav tumse hum is se anjan hai, Teri bato ke khoye saye me sb begana sa lagta hai, Chahat hai ya sirf aakarshan khud ko smjhana bhi mushkil hota hai, Har ghadi main me sirf tera hi khwab hota hai, Waqt ka to reham hai hum par jo ab tak dikhayi dete ho, Warna humse to humara naseeb bhi beiman sa hota hai,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS