• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • chalte chalte hum apne hi kabar ke karib aa gae pyer me mili thi bewafae dosto ko bhi bholte chalte chale gae kya thi meri galti batae to hoti hum rok kar chale jate
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu meray liye hai yaad’on ki surat Tu hai ik janat ki murrat Tu meray sath ho to Mujhy nahi hai kesi ki zarort Tu sarey dukh samet leti hai aulaad key Tu hai maa ik puray jahan ki surat
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chalo Tum Chor Do Mujh Ko Main Wapis Laut Jata Hoon Tumhain Manzil Mubarak Ho Nai Rahein Mubarak Hoon Magar Phir Ae Mere Humdum …Mujhe Itna To Btla Do K Wapis Kiss Taraf Joun Kahan Se Sath Lai Thay Mujhe Itna To Smjha Do Agar Aisa Nahi Mumkin To Mujh Ko Is Trha Toro K Mai Yaksar Bikhar Joun Bhatakne Se To Behter Hai Tumhary Pass Mar Joun…!! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabi Hm Un se Kbi Wo hum Se Rooth Jate Hen Hawa Kuch Chalti He Asi k Kinare Choot Jate Hen Samundar Ki Gehrai Se b Hote Hen Jo Gehre Pal Bhar Me Q wo Rishte Toot Jate Hen Jin Pe Hota Hae Bharosa Apne Ap se Barh Kr Wo Log Dil Ki Duniya Q Loot Jate Hen Teer Chalte Hen jb Nafrat K UnKi Ankhon Se Dil Kanch K Hote Hen Aksar Toot Jate Hen Bra dukh dety hen Vo log DOST Zra Zra c Bat Pr Jo Aksar Rooth Jate Hen
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Badalna aata nahi humko mausmon ki tarah Har ek rut mein tera intejar karte hain Na tum samet sakogi jise qyamat tak Kasam tumhari tumhe itna pyar karte hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • koi rasta nahin dua ke siva... koi sunta nahin khuda ke siva... maine bhi zindgi ko kareeb se dekha hai doston... mushkil mein koi sath nahin deta ansun ke siwa..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तू तो हँस हँसकर जी रही है, जुदा होकर भी.. कैसे जी पाया होगा वो, जिसने तेरे सिवा जिन्दगी कभी सोची ही नहीं..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na tang karo hume, hum sataye huye h Mohabbat ka gum dil pe uthaye huye h, Khilona samajh kar yu na khelo humse, Hum bhi usi khuda ke banaye huye hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard me koi mausham pyara nahi hota . Dil ho pyasa to pani se gujara nahi hota .Koi to dekhe beasi apni . Ham to jate hai sabhi k par koi hamara nahi hota. By: Laki
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bheegi hui aankho ka ye manzar na mille ga, Ghar chor kay mat jao kahinghar na mille ga, Phir yaad bohut aaye gi zulfo ki ghani shaam, Jab dhoop may saaya koi sar par na mille ga, Aansoo ko kabhi aus ka qatra na samajhna, Aisa tumhe chahat ka samandar na mille ga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafaa yun pal mein kisi ko na kehna Kya pata tumhare liye kitne zulm use pada hai sahna Yeh mera hai kehna Sachhi mohabbat karte ho to usse nibhana bhi sikhna …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai, Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai, Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim, Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hota Kaise Unko Gam Hamari Tanhai Ka, Jab Farq Para Hi Nahi Unko Hamari Judai Ka, Khamoshi Se Saha Hum Ne Jab Har Gam, To Ilzam Laga Dia Hum Par Bewafai Ka!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum to tere dil ki mahfil sajaneaye the, Teri kasam tujhe apna banane aye the. Kis bat ki saza di tu ne humko, Bewafa hum to tere dard ko apna ne aye the.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere dil ke dard kisne dekhaa hain.... Mujhe bus khuda ne tadapte dekha hain.... Hum tanhayi mein baithe rote hain.... Logo ne hume mahfil mai haste dikha hain....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar KarKe Jataaye Ye Zaroori To Nahi, Yaad KarKe Koyi Bataaye Ye Zaroori To Nahi, Rone Waala To Dil Me Hi Ro Leta Hai, AanKh Me Aansu Aaye Ye Zaroori To Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Maut mangte hai to zindagi khafa ho jati hai Zaher lete he to wo bhi dawa ho jati hai Tum hi batao aye dosto kya karun mein. jisko bhi chahte he wo bewafa ho jati hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil ki kitab me gulab tera tha. Ratki nind me kwab tera tha. Din rat tera entazar tha. Mujhe bhi pata nahi tha Mera dil ek full ki tarah tod ke mujhe chod dogi....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • मेरी मोहब्बत मेरे दिल की गफलत थी मैं बेसबब ही उम्र भर तुझे कोसता रहा….. आखिर ये बेवफाई और वफ़ा क्या है तेरे जाने के बाद देर तक सोचता रहा…… मैं इसे किस्मत कहूँ या बदकिस्मती अपनी तुझे पाने के बाद भी तुझे खोजता रहा…. सुना था वो मेरे दर्द मे ही छुपा है कहीं उसे ढूँढने को मैं अपने ज़ख्म नोचता रहा…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS