Anaa parast hai itnaa ke baat se pehle,
Woh uth ke band meri har kitab karde ga,
Main sach kahoon ga per haar jaaon ga,
Woh jhoot boley ga aur la’jawaab karde ga..
Unki yaadon ki kasaq iss dil se kyun jaati nahi
Dil sukun pata nahi hai neend bhi aati nahi
Muskura ke dekhna yun qaatil nazar se bar bar.
Kaise keh doon mujhe unki yeh adaa bhati nahi
Zindagi ke safar mein the sareeke gam bahot
Kiss safar mein chhoda tumne koi bhi saathi nahi
Sari khushiyaan hai magar ek tu nahin toh jaanashin
Jaane kyu humko bhi ab yeh jahaan bhaati nahi.
Maut Mangtey Hai Tho Zindgi Khafa Ho Jaati H,
Zehar Leten Hai Tho Vo Bhi Dawa Ho Jaati H,
Tu Hi Bata Ae Mere 2st Kya Karu,
Jisko Bhi Chahten Hain Tho Vo Bewafa Ho Jaten H
Tumhari Har Ek Baat Bewfai Ki Kahani Hai
Lekin
Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai
Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko..
Isliye Mere Aansoo Bhi Tere Liye Pani Hai.
Apni to mohabbat ki itni kahani hai,
Tooti hui kashti or thera hua pani hai,
Ek phool kitabon may dam tor chuka hai,
Magar kuch yaad nahi aata yeh kis ki
nishani hai…
Hum ki magalub-e-guman the pahale
phir waheen hain ki jahan the pahale
khvahishen jhurriyan ban kar ubharin
zakhm sine mein nihan the pahale
ab to har baat pe ro dete hain
vaqif-e-sud-o-ziyan the pahale
dil se jaise koi kanta nikala
ashk aankhon se ravan the pahale
ab faqat anjumanarai hain
aitabar-e-dil-o-jan the pahale
dosh pe sar hai ki hai barf jami
hum to sholon ke zuban the pahale
ab to har taza sitam hai taslim
hadase dil pe garan the pahale
Bhrosa karo 1 usi shaks par jo...
"Aapke" andar ki 3 chizo ko dekh sake...
1-hansi k piche ka dard
2-gusse k piche ka pyar or
3-khamosh rehne ka matlab.!
इस दिल मैं उसके लिए इतना प्यार रहेगा की ,
वक़्त भी उसका गवाह रहेगा ,
उसका प्यार सायद किसी और के नशीब में हो ,
पर ये दिल सिर्फ उसके यादों में डूबा रहेगा ..
Hamara toh dard se rishta purana hai,
Isiliye aapke har gam ko apna mana hai,
Kya kahe uss rab se ki woh the bewafa,
Humne toh khud ko hi bewafa mana hai.
Ek Hasrat Thi Ki Unke Dil Mein Panah Milegi,
Kya Pata Tha Unse Mohabbat Ki Saja Milegi,
Na Apno Ne Samjha Na Gairon Ne Jaaana,
Kya Pata Tha Meri Taqdir Hi Mujhe Bewafa Milegi !!!
Geele Kagaz Ki Tarah Hai Zindagi Apni,
Koi Jalata Bhi Nahi Aur Bahata Bhi Nahi,
Is Kadar Akele Hai Raaho Me Dil Ki,
Koi Stata Bhi Nahi Aur Koi Mnata Bhi Nahi...PB
Insan do wajah se
bilkul badal jata hai...!!
.
.
.
Ek Jab Koi bht khaas
us ki zindgi me aa jaye...
.
.
.
Aur jab Koi bht khaas
us ki zindgi se chala jaye... :(
Why Do I Still Love You?
You Have Hurt Me
You Have Broken Me
You Have Given Tears In My Eyes
I Have No Longer Trust Anyone
I Have No Longer Smile
You Have Erased Happiness From My Life
You Made Me Feel Lonely
You Left My Heart Broken
But
Still I Love You...How Stupid Am I???