Vo Juda Ho Ke Bhi Meetha Dard De Rahe Hai
Dur Reh Reh Ker Fir Se Pass Aane Lage Hai
Fir Se Kyo Voh Kyon Yad Aa Rahe Hai
Jin Ko Bhulane Me Hame Jamane Lage Hai.
kaha koi aisa mila jis par dil luta dete ....
har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,,
hum apna gum dil me dabaye phirte hai,,,
karte hai baya to mehfil ko rula dete hai...
jiski yaad me saare jahan ko bhul gaye
suna hai aaj kal vo humara naam tak bhul gaye
kasam khai thi jisne sath nibhane ki yaaro
aaj wo humari lash par aana bhul gaye
Janaza Mera Uth Raha Tha Doston,
Fir Be Takliff Thi Us Bewafa Ko Aane Mein,
Bewafa Ghar Me Baithe Puch Rahe Thi,
Aor Kitni Der Hai Jalim Ko Dafnane Mein !!
Intzar ki aarzu ab kho gayi hai.....
Khamoshiyo ki aadat ho gayi hai....
Na sikwa raha na shikayt kisi se.....
Agar hai to ek mohbbat.....
jo in tanhayion se ho gayi ha..by inta
“1 Ladka”_1 Ladki” ko dekhne k liye roj uski CD shop se 1 C.D.kharidta tha,Use pta tha ladki use kabhi nahi chahegi. Lekin wo roj aake 1Cd le jata tha. pyar k gehre gam me 1 din achanak uski death ho gayi. yah khabar sunkar ladki ladke k ghar gayi. ladke ki maa ne use ladke ka room dikhaya . ladki ne dekha puri CD abhi B seal pack thi. ladki ko bahut dukh hua, kyoki wo har roj CD me 1letter dalti thi. Usme likha tha,
Do you love me..?