• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • अनजाने में यूँ ही हम दिल गँवा बैठे, इस प्यार में कैसे धोखा खा बैठे, उनसे क्या गिला करें.. भूल तो हमारी थी जो बिना दिलवालों से ही दिल लगा बैठे।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch Alag Tha Kehne Ka Andaaz Uska.. Ki.. Suna Bhi Kuch Nahi Aur Kaha Bhi Kuch Nahi.. Kuch Is Tarah Bikhre Uske Pyar Me Hum.. Ki Toota Bhi Kuch Nahi Aur Bacha Bhi Kuch Nahi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard se dosti ho gayi yaaroo Zindagi bedard ho gayi yaaroo Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara Door tak roshni to ho gayi yaaroo.. Khan..,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tujhe sochte hain gulaabon ko le ker, Khayalon main kitne saraabon ko le ker, Teri ankh mein doob janey se pehle, Bohat sochtey hain sharabon ko le ker, Mujhe chahtey ho kahan se kahan tak, Yehi sochtey hain jawabon ko le ker, Mujhe apni chahat ki aghosh de do, Kahan jaaon ga apne khawbon ko le ker, Mujhe us ne apna na maana to Arshad, Kahin ja basoon ga kharaabon ko le ker..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sapna Ek, Lekin Mushkile Hazar Hai, Tanhayi Aur Gum To Mere Bachpan Ke Yaar Hai, Ab To Yeh Dil Maut Ke Liye Bhi Taiyaar Hai, Kyunki Is Zindagi Me Hume Sirf Bewafao Se Pyaar Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Guzar gaye woh chaman se Bahar ki tarah, Aankhon main bas gaye hai Intezaar ki tarah, Kaise bhula de unhe hum apni yaadon se, Unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bohat Chaha Tujhe Par Fir Bhi Tu Samajh Na Payi. Intezar Kiya Tera Harpal, Par Tu Ek Bar Bhi Milne Na Aayi. Yaad Teri Satati Rahi Mujhko, Par Meri Yaad Tujhe Ek Pal Bhi Na Aayi. Pyar Kitna Jatati Thi, Mujhko Par Fir B Aaj Tu Mujhe Chod Chaligayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo baat hi kuch Ajeeb Thi, wo humse rooth gyi jo dil ke sabse karib thi, usne tod diya dil mera , Aur log khete h vo ladki bhuit sarif thi...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh Bewafa Nahi Mujhe Pata Hai, Uski Raah Dekhna Ye Meri Ada Hai, Wo Aaye Na Aaye Ye Uski Waffa Hai, Bas Tadpte Rehna Ye Meri Sazaa Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khuda Bola: Use Yaar Banane Ki Galti Bhi Teri Thi, Us Par Yakeen Karne Ka Khayal Bhi Tera Tha, Use Kyun Gam Hoga Tere Jane Ka? Sacha Pyaar Uska Nahi, Sacha Pyaar To Sirf Tera Tha..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • hamare paas aapne gamo ka. rona hai. us bewafa ne mujhe aaj etna greeb. bna diya. ki mere pas ek kabber or samsan ka chota sa kona hi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yeh husan waale wafa ki keemat kaya jaane... Be-wafa hain yeh gam-e- muhabbat kaya jaane... Milta ho jinhen har mod par naya hamsafar... Woh hum jaise deewano ki kadar kya jaane Koh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nikal aty hain ansu rone se pehly, Toot jate hain? sab khawb sone se pehly, kehty hein k pyar ik saza hy, kash koi rok sakta pyar hone se pehly,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kahin sehra kahin sookhy shajar achy nhi lgty Muje ab khwabzaaron k safar achy nhi lgty Jawabi khat me yun usne mery bary me likha tha Bura b keh nahi sakty mgr achy nahi lgty Nahi masroof main itna k ghar ka rasta bholon Koi jab muntazir na ho to ghar achy nahi lagty Smandr tairti lashon se ye kehta raha shab bhar Mujhy b doobny walo, bhanwar achy nahi lgty Nahi aisa k ab parwaz ki taqat nahi baqi Meri ummeed k panchi ko pr achy nahi lgty..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • koi apna aapna es tarha rulayega socha na tha. aisey mod pe chhod hayega socha na tha. biswas to tha bagwan pe mujhe ki utha lega es duniya se mujhe. par o bhi dhokha de jayega socha na tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aesa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So Sake.... Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake.... Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam.... Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kish dard ko sambhal pana asan nhi h, Haste hue harpal bitana asan nhi, Zindgi me har koi dil me nhi bas pata aurus ek base hue ko pana asan nhi h....@
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere zakhmi DIL ko mohabbat ki DUA de Apny bedard Dil me thori si jagah de, Ja bewafa tujh se kuch nahi hona Mujhe apne honton se MOUT ki badDUA de.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS