• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kahi Behatar Hai Teri Amiri Se Muflisi Meri. Chand Sikko Ke Liye Tune Kya Nahi Khoya Hai. Mana Ki Nahi Hai Makhmal Ka Bichhona Mere Pas. Par Tu Ye Bta. Kitani Rate Chain Se Soya Hai??
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jinke yaad mei hum dewana ho gaya ... Woo hum sea begana ho gayei..... Shayad unhea talash hai abh naya dost ke ...kikuee unke nazar pea ab hum puranea jo ho gaya...... :-)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisiko apna banane mein der nahi lagti hai... Ek vada nibhane mein der lagti hai... Pyar to pal bhar mein ho jata hai... Magar unhe bhulane me umar lagti hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • अपनो को दूर होते देखा , सपनो को चूर होते देखा ! अरे लोग कहते हे फ़िज़ूल कभी रोते नही , हमने फूलोँ को भी तन्हाइयोँ मे रोते देखा
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zara Pane Ki Chahat Main, Bohat Kuch Chhoot Jata Hain, . Na Jane Sabr Ka Dhaga, Kahan Par Toot Jata Hain, . Kise Hamrah Kehte Ho, Yahan To Apna Saya Bhi . Kahin Par Saath Rehta Hain, Kahin Par Chhoot Jata Hain, . Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi Bahat Mazboot Lagta Hain, . Zara Si Bhool Se Lekin, Bharosa Toot Jata Hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Phool aap Ke Liye Kaante Humare Liye, Sadak aap Ke Liye Gaddhe Humare Liye, Shahad aap Ke Liye Karela Humare Liye, Hum aap Ke Liye aap Humare Liye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri ibtada koi aur hai teri inteha koi aur hai teri baat hum se hui tu kya teri soch mein koi aur hai hamein shouq tha bari dair tak tere saath shareek-e-safarrahein tere saath chal kr khabar hui tera rasta koi aur hai tujhe fikar hai k bada diya mujhe gardash-e-ayyamne kabhi khud se bhi sawal kr tu wohi hai ya koi aur hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sirf najdikiyo se mohabbat hua nahi karti, Fasle jo dilon me ho to fir chahat hua nhi karti Agar naraz ho khafa ho to shikayat karo hamse Khamosh rahne se dilo ki duriya mita nhi karti.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch Khwaab Suhaane Toot Gaye, Kuch Dost Purane Rooth Gaye Kuch Zakhm Lage The Chehre Par, Kuch Ander Se Hum Toot Gaye Kuch Hum The Tabiyat Ke Saada, Kuch Log Begane Loot Gaye Kuch Apno Ne Badnaam Kiya, Kuch Ban Afsane Jhoot Gaye Kuch Apni Shikasta Naao Thi, Kuch Humse Kinaare Chhoot Gaye.!! Swee2
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • jab ku6 sapne adhure rahe jate he tb dil k dard aansu bankar bah jate he jo kahete he hm sirf aap k he pata nahi wo kese alwida kahe jate he kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aap ki duniya se jane k bad, Hum aapko har 1 tareme nazar aaya karenge, Aap har pal koi duaa mang lena, Hum har pal toot jaya karenge.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ishq ne hme rula diya , jise paana chaha usne hme bhula diya , hum tho jee lete apki yaadon mein , magar aapne toh yaadon mein bhi zehar mila diya . . . . . -By Prince Zubair. . . . . . . .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo dard hi kya jo aankhon se beh jaye, Wo khushi hi kya jo hothon pe reh jaye, Kabhi to samjho khamoshi hamari, Wo baat hi kya jo assani se alfaaz ban jaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Laakh Kata Hai Teri Yaad Ko Jar SAy Main Nain Kia Karon, Phir Ye Shajar Mujh Main NIkal Ata Hai Jab Bhi Socha Hai Muhabbat Nahin Karni, Ab Kay Phir Muhabbad Ka Asar Mujh Main Nikal Ata Hai Sham Party He Udaasi Ka Ye Mausam Yaro Lakh Rokon Main Magar Mujh Main Nikal Ata HAi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek din udaas hokar rait par ja bethe . . Khokar tere khayalon me hum rait me ungli ghuma bethe . . Jab gor se dekha humne us rait ko to . . Bewafa sanam teri tasvir bana bethe . . . - vicky kolekar
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS