Ye Zindagi aur Mujhe Fanaa Karde
Ai Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.
Woh mera nahin ye bataana ajeeb lagta hai,
ab us se aankhen milaana ajeeb lagta hai..
Chahte the jiska haath thaamna umar bhar,
ab us se haath milaana bhi ajeeb lagta hai .
By Hareram
Mera afsurda chehra kuch is liy b
zarad rahta hai.
K mujy apny alwa b kisi ka dard
rahta hai.
Tumhary dam se the ye sub dil k
rangenian.
Tumhary bad sara saal sard rahta
hai.
Tumhary bad baki to sub tekh hai.
Saqi
bus phly jahan dil rahta tha ab
wahan dard rahta hai.
Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu?
Tu Hi Bata Teri Yaad Aaye To Kya Karu?
Hasrat Hai Ki Ek Nazar Tujhe Dubara Dekh Lu,
Kismat Woh Lamha Na Laye To Kya Karu?
intiha hogayi apne pyar ki gahrayi ki.? Aadat si ho gayi hai ab unse judaai ki..?dhoka dena uski fitrat to nahi...? Koi wajah to jarour hogi hamse bewafai ki..!?
Tutne Laga he Dil Mera Tere Ishq Ki Dard se????
Awaz Atta Nehi Ab Dil Dhadk Ne Se.....
Bas Dor TutGeya Tujhse????
Tujhe Bewafa kahun Ya Teri Puja karun????
Khudko Mujhse Juda Kar Di....
Meri Sanso ko mangNe Kliye Khuda Se......
Aaj uski yaad ne hame tadpaya bahut
Aaj na chahte hue bhi wo yaad aaya bhut,
Us ke baad to jaise weshatoon se dosti ho gaye
Phir kyun tanhayo ne aaj daraya bahut,
Wo meri thi meri hai meri rahengi
We soch k dil ko behlaya bahut,
Shama k jalne pe afsoos kare kyun
Humne bhi manand-e-shama khud ko jalaya bahut,
Hum ne jis kisi ko bhi hamdard samjha
Wo na jane kyun hamare dard pai muskuraya bahut.
Duniya me koi kisi ke liye kuch nahi karta,
Marne wale ke saath har koi nahi marta,
Are Marne ki baat to door rahi,
Yaha to zindgi hai phir b koi yaad nahi karta…
तेरी बेवफ़ाई अब क्यूँ रास आने लगी है.!
ज़िंदगी किस अंजाम तू पहुचाने लगी है.!!
तेरी मुहब्बत की हरदम ज़ुस्तज़ु मैने करी.,!
क्यूँ गैर पर प्यार अपना बरसाने लगी है.!!
एक दिन तू भी मुझे ढूँढेगी गुल्सिता में.!
अलग बात है अब किसीको भाने लगी है.!!
चाहा तुझे था शिद्दत से रूह मे समा कर.!
क्यूँ जिस्म का साथ छोड़ यूँ जाने लगी है.!!
मुझ पर इतना सितम क्यूँ करती है बता.!
किस गुनाहा की सज़ा ये तू देने लगी है.!
Taras Jaoge Tum Mehfil-E-Wafa Ke
Liye.....
.
Kisi Se Pyar Mat Karna Khuda Ke
Liye.....
.
Jab Lagegi Ishq Ki Adalat Ek Din,
.
Tum Hi Chune Jaoge Saza Ke Liye..!!
Ulfat mein inam mila hai.
Bewafa naam mila hai.
Kya kya socha tha is dil ne.
Aur kya kya ilzam mila hai.
Har gham ka hai khair-e-maqdam.
Jo har subh-o-sham mila hai.
Tera chehra teri yaadein.
Har manzil har gham mila hai.