Kisi Ne Kaha Tha Kisi Se
Kuch Na Kehna Lage Chot
Dil Pe To Khamosh Rehna
Jahan Chot Khana Wahin
Muskurana, Mgar Muskurana
Aisi Ada Se Ke Ro De Zamana..
Yaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai,
Kholane Se Pahle Botal Hilayi Jati Hai,
Fir Aawaz Lagayi Jati Hai, Aa Jao Dil Walo,
Yanha Dard E Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
दर्द दे कर इश्क़ ने हमे रुला दिया,
जिस पर मरते थे उसने ही हमे भुला दिया,
हम तो उनकी यादों में ही जी लेते थे,
मगर उन्होने तो यादों में ही ज़हेर मिला दिया
Ae dil kissi ki yaad mein rona fazool hai
ye aansoo bade anmol hain inhe khona fazool
hai
royo to unke liye
jo tum par nisaar hain
unke liye kya rona jinke aashiq hazaar hain…
Kash Pyar Ka insurance Hojata,
Pyar Krne Se Pehle Premium Bharwaya Jata
Pyar Me Wafa Mili To Theek Warna
Bewafaon Pe Jo Kharcha Hota Uska Claim To Mil Jata.
Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon;
Lout Ke Phir Teri Mehfil Mein Nahi Aayunga;
Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar;
Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga!
Bewafa Woh Nahi Sayad Hum Hi Kharab The,
Zaher Ki Jarurat Nahi Hum Mar Jayenge Sharab Se.
Kanto Ka Dard To Hame Mahesus Hi Nahi Hua,
Shayad Bepanah Pyar Tha Hame Us Najuk Gulab Se.. ”
Wo Muskura Rahe Hai Hume Tanha Chhod Kar,
Kiye Hue Saare Waado Ko Tod Kar.
Unke Siva Kahi Dil Lagta Bhi Nahi,
Ab Kya Karenge Hum Apne Toote Huye Dil Ko Jod Kar
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi.
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi.
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Mei Basi Rehti Hai.
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Mei Kho Jaati Hogi…