• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Yaad Ata Hai Wo Pyar Uska. Uske pyar ko dil se mitaau kaise wo to auron ke sath khush hai, par mai apana dil gairon se lagau kaise
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek dost bola tu shadi kis se karega? Mein ne kaha mein shadi shuda hon. … Kehne laga kon hai tera jeewan sathi? … Mein ne kaha yadain hain kisi ki. Kehne laga kis ne parhaya tha tera Nikah? Mein ne kaha mustaqbil ke khwabon ne. Wo bola kesi guzar rahi hai zindagi? Mein bolne hi wala tha k aankhon se aansu chalak paray…. Wo bola usay chhor kyun nahi deta? Mein ne kaha HAQ-MEHAR mein apni Zindgi likhi hoi hai!…?.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haaye Wo Lamha Ke Jab Tujh Se Shanasaayi Howi Phir Jo Honi Thi Meri Jaan Wo Ruswaayi Howi Apni Nakaam Mohabbat Ka Na Yun Charcha Karo Zakham Barh Jaye Ga Gar Is Ki Paziraayi Howi Phir Zamanay Mein Kisi Ne Ose Dekha Na Suna Tere Darbaar Mein Jis Shakhs Ki Shanwaayi Howi Jab Teri Yaad Ko Koi Bhi Thikaana Na Milay Meri Baahon Mein Chali Aati Hai Ghabraayi Howi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki kismt ka bhi kaisa sitara hoga jinko humari tarah takdir ne mara hoga kinare par baithe log kya jane dubne wale ne kis kis ko pukara hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Karta raha fareb koi saadgi ke saath, Itna bada mazak meri zindagi ke saath, Shyad mili saza iis jurm ki mujhe, Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath .
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • हम भी फूलों की तरह कितने बेबस हैं, कभी किस्मत से टूट जाते हैं, कभी लोग तोड जाते हैं।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Aaj Bhi Dil Ka Aashiyana Sajane Se Darte Hain, Baagon Mein Phool Khilaney Se Darte Hain, Hamari Ek Pasand Se Tut Jaayeinge Hazaaro Dil, Tabhi Toh Hum Aaj Bhi Girlfriend Bananey Se Darte Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch Ajeeb Faaslo Ka Janam HoRaha Hai...... Naseeb Mera Jaag Kar Bhi So Raha Hai...... Kese Keh Doon Toota Dil Dharakta Nahin....... Jab K Aaj Dil Ka Har Tukra Ro Raha Hai.......!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aag Dil Me Lagi Jab wo khafa hue Mehsoos hua Tab, Jab wo Juda hue Karke wafa Kuchh DE Na Sake wo Per Bahut Kuchh De Gaye Jb wo Bewafa hue.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafai tum karna wafa ham karenge mohabat tum karna pyar ham karenge gar kuch na kar sako to nafart hi kar lena ham usko bhi pee lenge $k...!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Acha Hua Maloom Ho Gaya Apno Ki Mohabbat Ab Mohabbat Nhi Rahi Warna . . Hum To Apna Ghar Bhi Chhod Rahe The Unke Dil Me rehene K Liye.:-(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo Keh Gaye Mera Intezar Mat Karna; Mai Kahu To Bhi Mera Aitebar Mat Karna; Ye Bhi Kaha Unhe Pyar Nahi Mujhse; Aur Ye Bhi Keh Gaye Kisi Aur Se Pyar Mat Karna!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ab to hm tere liye ajnbi ho gaye baato k silsile v km ho gye khusiyo se zyda hamaqe pas gum ho gye kya pta ye wqt bura h ya bure hum ho gaye By HARERAM
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Chahat K Jazbaat Alag, Na Khushiyon K Lamhaat Alag, Na Phool Se Thi Mehk Alag, …… Na Guzri Koi Bahaar Alag, Na Honton Ki Muskaan Alag, Na Dil K Ehd-O-Paiman Alag, Na Deen Alag, Na Emaan Alag, Na Sur, Sangeet, Naghmaat Alag, Thi Sari Baat Lakeeron Ki, Tere Hath Alag? Mere Hath Alag?!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kaha koi aisa mila jis par dil luta dete har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete hum apna gum dil me dabaye phirte hai karte hai baya to mehfil ko rula dete hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS