Bhula ke mujhko agar tum bhi ho salamat,
To bhula k tujko smbhalna muje b aata hai
Nahi hain meri fitrat mein ye aadat warna,
Teri tarah badalna mujhe bhi aata hain
Dekh Lo Magar Khawaab Ki Charcha NaKro,
~
Log Jal Jayen Gy Suraj Ki Tamanna Na Kro,
~
Waqat Ka Kiya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai,
~
Ho Saky Tum Se to Tum Mujh Per Bharosa Na Kro,
~
Ajnabi Lagny Lagy Khud Tumhain ApnaWajood,
~
Apne Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Kro,
~
Khawaab Bachchon K Khilono Ki Tarhan Hoty Hain,
~
Khawaab Dekha Na Kro Khawaab Dikhaya Na Kro,
~
Mom K Rishty Hain Garmi Se Pighal Jayen Gey,
~
Dhoop K Sheher Main Ye Tamasha Na Kro..
Zarurat Nahi Aaj Mohabbat KiHame,
Kal Jab Thi Tab Use Ghurur Tha,
Hum Hi Naye The Ishq K Shahar MeJo Na Jaan Paye,
Ke Uska Ghar To Bewafai Ke LiyeMashhur Tha.!
Aaj hum unhe bewafa batakar aaye hain
Unke khaton ko paani me bhiga ka aaye hain
Koi nikaal kar padh na le unhe isliye
paani me bhi hum aag laga kar aaye hain …
Na Kisi Mukaam Ki Tammna,
Na Kisi
Thikaane Ki Talash
Jo Gham Zindagi Ko Maut De De,
Ek Aise
Bahaane Ki Talash
Na Kisi Apne Ki Aarzoo,
Na Kisi Begaane
Ki Talash
Main To Phool Hoon Tanhayion Ka,
Mujhe Bas Virane Ki Talash
hum raste me unke ghr se hokr jaa rhe the,
apni majil ki trf,
lekin unhone apne ko hi majil smjh liya ,
manjil smjh bhi lete to theek tha,
lekin unhone to thukra diya hme begaana smjh kr.
मुझे को अब तुझ से भी मोहब्बत नहीं रही,
आई ज़िंदगी तेरी भी मुझे ज़रूरत नहीं रही,
बुझ गये अब उस के इंतेज़ार के वो जलते दिए,
कहीं भी आस-पास उस की आहट नहीं रही|
Samjha Lo Apne Dil Ko Pyaar Na Kare
Meri Fitrat Hai Bewafai Izhar Na Kare
Humse Paoge Dhoka Tum Yaad Rekhna
Pehle Hee Kahte Hai Koi Humara Aetbaar Na Kare
har mod pe shaam ho jaati hai...zindagi pyaar me badnaam ho jaati hai.,kaise dekho mai kal ke sapne,..meri to har khushi puri hone se pahle neelaam ho jaati hai.?
Tod Diya Dil Humara Unhone Kitne Bar
Aur Humne Joda Use Baar Bar
Unhone Kaha Tuta Dil Kis Kam Ka
Humne Kaha Zara Dekho Gaur Se
Isme Hai Chehra Sirf Aap Ka.
Jab koi naik kaam karte hain,
Jaane man tere naam karte hain,
Tere chehre se dhoop lete hain,
Teri zulfon mein shaam karte hain,
Kis qadar tang hoon mohabbat se,
Log yeh kese kaam karte hain,
Un ki peshaaniyan chamakti hain,
Jo mohabbat ko aam karte hain,
Dil ke dalaa’n mein sajaa kar yaad,
Jashan ka ehtamaam karte hain,
Sochte hain tujhe wuzzu kar ke,
Yu’n tera ehtraam karte hain,
Hum se hi ibtidaa huyi jana’n,
Hum hi ab ehtamaam karte hain..