Hum to mojod thy raaton me ujalon ki tarh,
Log nikly hi nhi dhondny walon ki tarh,
Dil to kya hum rooh me uter jate,
Tum ne chaha hi nhi chahne walon ki tarh.
वो रोया तो बहुत पर मुझसे मुह मोड़ के रोया
कोई मजबूरी होगी उसकी जो दिल तोड़ के रोया||
मेरे सामने कर दिए मेरी तस्वीर के टुकड़े
पता लगा मेरे पीछे वो उन्हें जोड़ के रोया||
Kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
Naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
Kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
Jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .
Sweet
Ab To Aap Ke Liye Ajnabi Hum Ho Gye Hai,
Massage Ke Silsile Bhi Band Ho Gye Hai,
Khusiyo Se Zyada Gumm Ho Gye Hai,
Kya Pta Ye Waqt Bura Hai,
Ya Bure Hum Ho Gye Hai...
Mohabbat Mangi Thi Mohabbat K Badle;
Tum Wo B Humko De Na Sake
Dil Ko Chaha Jab Kahi Aur Behlana;
Is Bat Ko B Tum Seh Na Sake
Hum Kisi Ko Apna Banaye Yaha;
Shayad Ye Kismat Ko Manzoor Nahi Tha
Apka Is Qadar Ruthna Humse;
Shayad Ye Mohabbat Ka Dastoor Nahi Tha...
Wafa k naam se ghabraate hein,
Jidar dekho gum hi gum nazar aate hein,
Dil k dard aansu ban kar na niklein,
Shayad isi liye hum her pal muskuraate hen.
Unki chahat me dil majbur ho gaya! Bewfai karna unka dastur ho gaya , kasur unka nahi hamara tha! Hamne chaha hi itna ki unko gurur ho gaya...KISHOR UPASE (P)
Dosti jab kisi se ke jaye
dushmanon ke bhi raye li jaye
maut ka zeher hai fizaon mein
ab kahan ja ke sans li jaye
bas isi soch mein hun duba hua
ye nadi kaise par ke jaye
mere mazi ke zakhm bharne lage
aj phir koi bhool ke jaye
botalen khol ke to pi barason
aj dil khol ke bhi pi jaye
k.k
Raha Jo Dil Mein Dhadkan Ban Ke Bichda Mujhse Wo Bewafa Ban Ke,,
Na Ummid Rahi Jeene Ki Ab Ae Dosto Milli Hamein Dava Bhi Ek Sazaa Ban Ke,,
Ab Toh Gum Sehne Ki Aadat Si Ho Gayi Hai Raat Ko Chhup Chhup Rone Ki Aadat Si Ho Gayi Hai,,
Tu Bewafa Hai….Khel Mere Dil Se Ji Bhar Ke Hamein Toh Ab Chot Khaane Ki Aadat Si Ho Gayi Hai...
I HATE MY LIFE
Kuch tum se mohabat aisi thi.
Hum batein karna bhool gaye!
Kuch or hi hum ne keh dala.
Jo kehna tha wo bhool gaye!
Hum ne to kaha tha lout aana.
Par tum to aana bhool gaye!
Huwi Rat, falak par tary thy.
Hum diya jalana bhool gaye!
Mein sahil par betha hi raha.
Tum kashti lana bhool gaye...!!
Zarurat Nahi Aaj Mohabbat KiHame,
Kal Jab Thi Tab Use Ghurur Tha,
Hum Hi Naye The Ishq K Shahar MeJo Na Jaan Paye,
Ke Uska Ghar To Bewafai Ke LiyeMashhur Tha.!
Ankhon Me Aansu Aaye Na Hote .
Agar Wo Peeche Mudkar Muskuraye Na Hote.
Ham To Jan Bhi Bicha Dete Unki Rahon Me.
Agar Unhone Bewafai Ke Jaal Bichaye Na Hote.
Tu kar le chahe jitne b sitam me saheta rahunga
tere ishq me khudko jalata rahunga
itne ksr sitam muj par sitamgar khwahish na rahe baki teri
kal pu6ega khuda to mene har wafa nibhai itna hi kahunga
kasamkhan
Yaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai,
Kholane Se Pahle Botal Hilayi Jati Hai,
Fir Aawaz Lagayi Jati Hai, Aa Jao Dil Walo,
Yanha Dard E Dil Ki Dawa Pilayi Jati Hai.
Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hoon,
Gham Aur Judai Ke Andaz-E-Bayaan Likhta Hoon,
Rukte Nahi Hain Meri Aankhon Se Aansu,
Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta Hoon…