• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • ham jeete rahe unki muskan ke saath beete lamhon main aati hai ab bhi unki yaad magar unhone dil main aisa naster chubhoya jakhm ko nasur bana ho gaye barbad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • KHAFA KHAFA se lagte ho. JUDA JUDA se lagte ho, Rakho jo sar par ORRNI, HAYYA HAYYA se lagte ho, Milo jo MUSKURA ke tum, ADDA ADDA se lagte ho, Ye DIL hai ik CHAMAN or tum, SABA SABA se lagte ho, Nahi ho BEWAFA magar, ZARA ZARA se lagte ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • जाते हुए उसने सिर्फ़ इतना ही कहा था मुझसे,, ओ पागल,, जी लेना अपनी ज़िंदगी…. वैसे प्यार अच्छा करते हो..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab Hame Unse Mohabbat thi tab Unhe Hamari Mohabbat pe Shaq tha Jab Unhe Ehsaas hua Meri Mohabbat ka Tab Mujh par kisi Aur ka Haq tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khushi mili to muskra n sake gum mila to ansu baha n sake zindgi ka yehi raz h k jise chaha use pa n sake or itna chaha k fir bhula n sake.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • kisi ki yaad ko dil me basa ke roye.,kisi ki tasveer ko sene se laga ke roye...jo wada kiya tha maine kisi se.......,ham ne unhe nibha ke roye...jis sakhs ko hamari jarurat nahi thi...ham us sakhs ko pani marji bana ke roye,.jisne hame apne kadmo tale jagah na di.,usi ki yaado ko seene se laga ke besumar roye.,s.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi Ne Kha Tha Kisi Se Kuch Na Kehna, Lage Chot Dil Pe To Khamosh Rhna, Jahan Chot Khana Wahin Muskurana.. Mgar aise Muskurana  Ke Ro De Zamana
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kavi tum bin ji na skte hain.. Esa socha krte the.. Pr o mausam chla gya jinpr jan nisaar krte the Ab bss gm hai aur tnhaae paas mere.. Kya kahun un dino hm unpr bda mrte the
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Log kehte hai, Kisi Ek ke jane se humari zindagi nahi ruk jati, Lekin ye koi nahi janta, ki lakho ke mil jane se bhi.. us EK ki kami puri nahi ho pati!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Woh To Deewane The Jo Tanha Chhor Gaye Wo Na Ruk Sake To Ankho Mein Apna Saaya Chhor Gaye Hume Gham Hai Is Baat Ka Ke Woh Dil Se Kiya Wada, Hathon Se Tor Gaye…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye dil tujhe itna chahta kyu hai..... Har saans ke sath tera hi naamaata kyu hai..... Tu kitna bhi mujhse khafa ho..... Zikr phir bhi tera meri zaban peaata kyu hai..... U to hai bahut duriya tere merebich..... Lgata phir bhi tu mujhko meri jaansa kyu hai..... Teri yaad main tadapne ki ho chukihai adat meri..... Tere dur hone ka phir bhi ehsaasmujko rulata kyu hai...;(
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek pakeeza mohbbat k talabgar hai hum Azma k dekhlo boht wafadar hai hum Humne b daman me khushiyo ko sametna chaha Shayad ise khwahish k gunah gar hai hum,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aansu jo bah rahe hai inhe bah ne do, yah kah rahe hai dil ki baat kah ne do, bohat bewfa ho tum, yah humko malum hai, tum apni wafa ki baat apne tak hi rah ne do...........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Muddaton Baad Jb Unse Baat Huyi To Maine Baton Baton Mein kaha "kuchh Jhooth Hi Bol Do. Or Wo Has k Boli- Tumhari Yaad Bahut Aati HAI
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum ne jo deep jalaye hain teri galiyon mein, Apne kuch khawb sajaye hain, teri galiyon mein, Jaane yeh ishq hai ya koi karamat apni, Chaand le ker chale aaye hain, teri galiyon mein, Tazkraa ho teri galiyon ka to dar jata hai, Dil ne woh zakhm uthaye hain, teri galiyon mein, Is liye bhi teri galiyon se humain nafrat hai, Hum ne armaan ganwaye hain, teri galiyon mein, Kyon har ik cheez adhoori si lagti hai, Jaane kya chorr aye hain, teri galiyon mein..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat ki Wakalat Nahi Ki Ja Sakti Shehr Bhar se to Adawat Nahi Ki Ja Sakti Mera Chehra Meri Aankhain hain Salamat Ab Bhi Kon Kehta Hai Wazahat Nahi Ki Ja Sakti Baat ye Hai k koi Toot k Chahay to Sahi …Her kisi se to Mohabbat Nahi Ki Ja Sakti Ankh Kehti Hai Kahin Aur Chalay Jayen Hum Dil ye Kehta Hai k Hijrat Nahi Ki Ja Sakti Loh-e-Dil par Yehi Tehrer Likhi hay Mohsin Ishq Walon ko Naseehat Nahi Ki Ja Sakti
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS