Shikwa Kisi ka Na Faryad kisi ki,
Honi thi Yunhi Zindagi Barbad kisi ki
Ehsas Mita Qismat Miti Mit Gayi Ummiden,
Sab Mit Gaya Pr Mit na saki Yaad Kisi ki
तुम्हारा जिस्म कोई छीन ले
मुझसे,
मगर मेरा दिल तुम्हारा है
तुम अपना सब कुछ गैरों पे
लुटाओ, ये सितम भी हमें प्यारा है
जहां तेरी जुस्तजू है, तेरी
मंजिल है, तेरी ख्वाहिश है, आरजू है
अपने हर ख्वाब को हमने
उन्हीं आईनों में तो संवारा है...
Jugnu ko qaid kar k muskaraya na karo,
Roshni ki khatir kisi ka dil jalaya na karo,
Sitam karna hai karo par itna na karo!
Yaad nahi karsakte to yad aaya na karo….
Sweet
Agar Kush Hai Woh Dekh Kar Ansu Meri Ankhon
Me,
To Khuda Ki Kasam Hum Muskurana Hi Chod
Denge.
Tadapte Rahenge Use Dekhne Ko
Magar Uski Taraf Palke Uthana Hi Chod Denge.
Wo Manjil Hi Kya Meri Jo Dukh De Us Ko,
Khuda Ki Kasam Us Manjil Pe Hum Jana Hi Chod
Denge!
Swee2
Kabhi Hum Toote To Kabhi Khwaab Toote;
Na Jane Kitne Tukdon Mein Armaan Toote;
Har Tukda Aaina Hai Zindgi Ka;
Har Aaine Ke Saath Lakhon Jazbaat Toote !!
Tumhari Har Ek Baat Bewafai
Ki Kahani Hai,
Lekin Teri Har Saans Meri Zindagi Ki Nishani Hai,
Tum Aaj Tak Samajh Nahi Sake Mere Pyar Ko,
Isliye Mere Aansoo Bhi Tere
Liye Pani Hai...
Tum ne pocha hy chalotm ko bta dety hain,
Jo hm pr guzri hy tm ko b suna dety hain,
Tery bad hmein khud pe b aitbar nhi,
Lafz likhty hain likh kr mita dety hain,
Nmi aankho mein liye logon se kabi hans lain,
To aisa lagta hy k khud ko saza dety hain,
Teri yaad se ek pal b ghafil na rahy,
Youn hi dil k behl jane ko bhola dety hain,
Hm ne hans k tery sath guzary thay kabi
“sweet”
Yaad aty hain jo wo pal to rula dety hain
Chandani raato me sara jahan sota hai,
lekin kisi ki yaado me koi badnasib rota hai,
khuda kisi ko dosti pe fida na kare,
agar kare to dosto ko juda na kare.