• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Log Puchten Hain Kyu Surkhh Hain Tumhari Ankhen, Hans Ke Keh Deti Hu Rat So Na Ski, Lakh Chaun , Mgar Ye Keh Na Saki, Rat Ronay Ki Hasrat Thi Mgar Ro Na Ski…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kudrat k karishmo me agr rat na hoti Khwabo me unse mulakat na hoti Ye DIL to Hr 1Gum ki wajh he Ye DIL Hi na hota to koi baat na hoti
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai? tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai, wafa ki umeed jinhe hogi,unhe hogi, humein toh dekhna hai, tu zalim kaha tak hai?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhool jane ka tujhe koi irada na tha... Tere siva kisi se kiya wada na tha... Nikaal dete Dil se shayed tumhein Par is kambakht dil mein Koi Darwaza na tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • सिलसिला उल्फत का चलता ही रह गया, दिल चाह में दिलबर के मचलता ही रह गया, कुछ देर को जल के शमां खामोश हो गई, परवाना मगर सदियों तक जलता ही रह गया..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Maut Mangte Hai To Zindgi Khafa Ho Jati Hai, Zehar Lete Hai To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aai Mere Dost Kya Karun, Jis Ko Bhi Chahte Hai Bewafa Ho Jati Hai....#SK
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil per di meri dastak nazro ne teri aake, Fir feri tune nazre pagal mujhe bana k, Ismein khata kya teri futi thi meri ankhe, Sapne ko sach jo samjha betha hu dil jalaa k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Pyar Karne Walon Se Dhokha Kbi Karna Nhi Chahiye. Udte Parindo Ko Kbi Pakdna Nhi Chahiye. Hum To Bas Is Zindgi Me Sufar Kaat Rhe Hai. Bas Is Sufar Me Kisi ke Dil Ko Dhukhana Nhi Chahiye. By: AshuTosh Choudhary From Garan. R.K.T. (S)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bichar Ke Tum Se Zindagi Saza Lagti Hai Yeh Saans Bhi Jaise Mujh Se Khafa Lagti Hai Tarap Uthta Hoon Dard Ke Maare Zakhmon Ko Jab Tere Sheher Ki Hawa Lagti Hai Agar Ummeed E Wafa Karu To Kis Se Karu Mujh Ko To Meri Zindagi Bhi Bewafa Lagti Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere sabr ka imtihan mat lo dil to le liya ab jaan mat lo pukarne lage hai mujhe log tere naam se ab kam se kam mujhse meri pehchan mat lo. k.k.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aesa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So Sake.... Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake.... Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam.... Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unse Keh Dena Yaaro Ki Diya Hai Zakhm To Marham Ka Takalluf Na Kare.. >Bewafa Kuch To Rahne Do Meri Jaan Pe Ehsaan-e-Mohabbat..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhulne Ke Tujhe Najaane Kitne Waade Karte Hai, Kaise Bhulayun Tujhe Ye Sochkar Tujhe Yaad Karte Hai, Jab Bhi Hota Hai Zikar Jamaane Me Pyar Aur Wafa Ka, To Tumhe Bewafa Ke Bahaane Yaad Karte Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil ke tootne se nahi hoti hai aawaz, Aansoo ke behne ka nahi hota hai andaz, Gum ka kabhi bhi ho sakta hai aagaz, Aur dard ke hone ka to bas hota hai ehsaas…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bas ek khata humse ho gayi, Had se zyada mohabbat unse ho gayi, Hum nazar na utha sake kisi or ki taraf, Aur wo kehte hain ki Hamari chahat bewafa ho gayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil ne kaha yaad karte rehna, Mann hi mann baat karte rehna, Wo humare dard ki fariyad sune na sune, Apna to farz hai unhe yaad karte rehna!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere pyar ko duniya mein koi samajh na paya. rote thay jab tanha koi mere sath na aaya. mita diya khud ko unke liye pyar mein. aur wo kehte hai ki mujhe pyar karna na aaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi roz naye rang me dhal jaati hai, Kabhi dushman to kabhi dost nazar aati hai, Kabhi chha jaaye, baras jaaye,ye ghata bemausam.. Kabhi ek boond ko bhi rooh taras jaati hai!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tu Ek Baar Roothi To Manaenge Tu Dubara Roothi To Phir Manaenge Agr Fir Roothi Fir Manaenge, Agr Tu Baar Baar Roothi To Kaan Ke Neeche 2 Lagaenge, Aur Tujhse Milne Sab Hospital Aayenge....!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS