Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,
Dard e dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..
jite the kabhi hum bhi saan se. Mahak uthi thi fiza kisi ke naam se. Par gujre hai kuch aise mukaam se. Ki nafrat si ho gyi hai mohabbat ke naam se $RAAJ$
Dilo Jaan Se Badh Ker Kisi Se Pyar Kiya Tha Maine,
Main To Patthar Tha Mujhe Mom Kiya Tha Kis Ne,
Bewafa Mujhko Tu Kehta Hai Magar Ye To Bata Aakhri Sans Talak Pyar Kiya Tha Kis Ne.
ye mera dil is dil ki halat kaise batauntumhe........
ye dil ab dil na raha di ki awaz kaise sunaun tumhe..........
kishi ke mohabat main thukraya gaya hai ye......
ye dil mein jo dard hai kaise dekhaun tumhe......
Mujh ko na jab misal koi dusri milee,
rangin Paththaro pe tera nam lkh diya,
Ankho ko vazoo karwate hai ashko ke mukaddas pani se,
phir uske bad me ham tere chehre ki tilawat karte hai
Sweet
Aansuon ko yunhi tum ponchhte jaoge
Yaadon me meri tum yunhi duubte jaoge
Chhahkar bhi na hata paoge tasveer dilse
Inn ankhon me chhupi tadap se tadap jaoge…
Wo sava yaad aaye bhulane ke bad
zindagi badh gai zeher khane ke bad
dil sulagata raha aashiyane ke bad
aag thandi hui ik zamane ke bad
roshni ke liye ghar jalana pada
kaisi zulmat badhi tere jane ke bad
jab na kuch ban pada arz-e-gam ka javab
wo khafa ho gaye muskurane ke bad
dushmanon se pasheman hona pada hai
doston ka khulus aazamane ke bad
Khoosboo ki tarah meri har saans me pyar apna
basane ka wada karo , Rang jitne tumhari
mohobbat k hai mere dil me sajane ka wada
karo , Hai tumhari wafao pe mujko yakin , Fir
bhi dil chahta hai mere dil nasheen , Yuhi meri
tasalli ki khatir zara mujko apna banane ka wada
karo . . .
by- BHAVIK PARMAR
Hosla chor gaya tha sath nibhane wala,
Jane kis simat gaya aj wo jane wala,
Aj phr ankh me aay hazaron anso.
Aj phr yad wo aya hy bhulane wala,
Ab kahen ja k mere zakhm bhare hain,
Dekho Ab kahen lout k a jaye na jane wala,
Us ka har khuwab salamt rakhna,
Ghum na dekhe wo mere khuwab jalane wala,
Ab kahen raah mein mil jaye to itna kehna,
Mar gaya kab ka tere naz uthane wala..
Na main pas usko bula ska
Na main Dil ki baat bta ska
Wo hansi hansi mein he chal dia
K main hath tak na mila ska
Yun he sochta raha door tak
Magr usko kuch na bta ska
Ye maqam he tha ajeeb sa
K main khud ko b na bcha ska
Wo juda hua to kuch is tarah
Koi rasam tak na nibha ska
Usay jana tha wo chala gya
Magar Main Usay aaj tak na bhula ska
Koi Russ Jawe Ta Koi Manaai Janda Ae,
Raun Wale Nu Koi Chup Karai Janda Ae,
Duniya Bhul Jawe Ta Koi Gumm Ni,
Par Jdo Koi Apna Bhul Jawe Ta Rona Aa Hi Janda Ae...PB
bhta hua paani dekhne me kitna sundr lgta hai,
iski sundrta tb or bd jati hai jub ye ghraai me bhne wala or thunda ho,
mujhe accha lgega agr ye mujhe apne aagosh me le le,
fir garum saonse dhire - dhire thundi ho jayegi or ye shareer aaraam se paani ke uper tairne lgega or lhro ke saath bhta hi jayega , bhta hi jayega door tk.
Dard ki har ek had se gujar gaya hu mai
Fir na kabhi simtunga yu bikhar gaya hu mai
Maut bhi nahi aati ab to ruh ke nikalne se bhi
Saans mujhme baaki hain fir bhi mar gaya hu mai