• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Ik Raat hui Barsaat bohat, Main roya sari raat bohat, Her ghum tha zamanay ka lekin, Main tanha tha us raat bohat, Phir aankh se ik sawan barsa, Jab sehar hui to kya dekha, Woh badal kitna tanha tha, Jo barsa sari raat bohat
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat muqaddar hai koi khwab nahin, Ye wo adaa hai jisme sab kamyab nahin, Jinhe panah mili unhe ungliyon pe gin lo, Jo barbaad hue unka hisaab nahin.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • arzoo yeh nahi ke gham ka tufaan tal jaye fiker to hai kahi tera dil na badal jaye kabhi jo bhulana chaho mujh ko tum dard itna dena ke meri jaan hi nikal jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • · Wo baat hi kuch ajeeb thi, Wo humse rooth gaye jo dil ke sabse karib the, Unhone tod diya dil humara, Aur log kehte hai...wo bahut sarif the...!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • na mila qadardaan is zamane mein, ye rishta toot gaya dekhna aur dikhane mein, sochtey hain ek roz shama se poochein ge, maza kis mein hai ? jalne ya jalaney mein...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kyu Hasta hai insan Rone k Bad, Jina fir Bhi Padta hai Sab kuch khone k Bad, Socha Aaj Sab ko yaad kar lu Kya pata aankh hi na khule sone k Baad.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • हमे गम तन्हाई सब कुछ है सताई इस लिए इस पल में आँखें भर आई कहते हैं खुद की निगाह सब पर है गिर प्यार के बाद क्यों लिखी है जुदाई।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sawalon Me Ulajh Ke Reh Gayi Duniya Meri Kyo Hui Aise Jo Hai Aaj Haalat Meri Kya Tha Kasoor Jo Mili Itne Badi Saza Kya Hai Teri Bewafai Ki Wajah Kyo Toda Tumne Mere Dil Ko Kya Thi Kami, Sirf Jaan Hi Toh Na Di Thi Tumko Agar Maang Laati Meri Jaan Bhi Toh Shayad Itna Dard Na Hota Jitna Jeene Me Teri Bewafai Ke Saath Hota Hai Ek Ehsaan Ker, Apne Saath Leja Apni Yaadon Ko Apni Muskurahat Aur Apni Baato Ko…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nafrat kya hoti hai hum nahi jante zindagi ko hum apna nahi mante gam mile Itne ki Ehsas nhi hota koi pyar bhi kre to ab vishwas nhi hota
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard ko bhi dard hone laga , Dard khud hi mere ghaao dhone laga , Dard ke leye main na roya , Lekin dard mujhe chhu kar khud rone laga ........!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Main To Shayer Hoon..So Hoon Awara Aap Kiun Apney Ghar Nahi Jatay? Yaaron Uss Bewafa Se Milney Ko Dil To Chahey,Magar Nahi Jatay…!! dilse...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Koi Aaya Hoga Na Koi Jaya Hoga, Sayad Hawao Ne Mera Darwaza Hilaya Hoga, Maine To Apna Ghar Barf Ka Banaya Tha, Jane Us Bewafa Ne Kaise Jalaya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Ruth Jaye To Manane Ka Wada Kiya Tha, Door Jaye To BuLane Ka Wada Kiya Tha, Aaj PaLko Pe Aanshu Bhar Diye Usne, Jisne Zindgi Bhar Hasane Ka Wada Kiya Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • JUDA JUDA se lagte ho, Rakho jo sar par ORRNI, HAYYA HAYYA se lagte ho, Milo jo MUSKURA ke tum, ADDA ADDA se lagte ho, Ye DIL hai ik CHAMAN or tum, SABA SABA se lagte ho, Nahi ho BEWAFA magar, ZARA ZARA se lagte ho.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat karne wale ko diwana kah diya.. Pyar me jalne wale ko parwana kah diya...dafna diya apni mohabbat ko pauharo ke neche .,use logo ne mumtaz ka aashyana kah diya.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS