too bewafa hain jo mai
jan jata
tujhse kabhee bhee dil
na lagata
mujh peh yakin kar
yoo na iljam de
de koee saja magar
bewafa na nam de
meree dilaruba, tune
kee jafa
par tujhe bhulegee na
meree wafa
khan
karoge yaad ek din is pyar k zamane
ko,
chale jayenge jb hm kabhi na vapas aane
ko,
karega mehfil me jb zikr hmara koi,
to tm bhi tanhayi dhundoge aasu bahane
Har zakhm kisi thokar ki meharbanihai..
.
meri jindgi bus ek dard ki kahani hai..
.
mita dete sanam ke dard ko seenese ae dosto..
.
par ye dard hi to unki akhri nishanihai....
Lamha Lamha Saansein Khatam Ho Rahi Hain,
Zindagi Maut Ke Pehloo Mein So Rahi Hai,
Us Bewafa Se Naa Poocho Meri Maut Ki Wajah,
Woh To Zamaane Ko Dikhaane Ke Liye Ro Rahi Hai.
Kabi hmare pyar ka ehsas kiya hota...
Humare dil ki chot ka dard liya hota....
Hum bhi jindgi ko hassen lamha samajhte......
Agar kisi apne ne hamara sath diya hota.... (Ajay.sp)
Sab kuch hai mere pas par Dil ki Dawa nahi,
Door wo mujhse hai par me khfa nahi,
Malum hai ab bhi chahti hai wo muje,
Wo thodi Ziddi hai par Bewafa nahi.
Vada to kar lete hai Nibhana Bhul Jate Hain
Laga k Aag Seene Me Bujhana Bhul Jate hain.
Bhulana To Aadat ho gayee hai logo ki sweet
Rulate hai phir manana bhul jate hain.
Is Dil Se Wo Jate B Nahi... hakeeqat Me Hame Wo Chahte B Nahi.... auron Ke Liye Woh Rote Rahte Hain Rat Bhar..... par Shaban Ke Liye Woh Mushkurate B Nahi..,
Ishq Ibadat Hai Isay Khonay Mat Dena ........
Bewafai Gunha Hai Isay Hone Mat Dena .......
Agar Tum Ne Bhi Kisi Se Pyar Kia Hai To ........
Tumhe Apni Mohabbat Ki Qasam Usay Rone Mat Dena ......
कानों में है गूंजती दिन-रात यूं तेरी सदा
सुन नहीं पाया दुनिया से आती हुई कोई हवा,
दिल के हर जज़्बात से गम आशना है इस कदर
दर्द ही देता है मुझको मुस्कुराने की दवा,
बेवफा है दुनिया में सजता हुआ हर आईना जो उस चमक में खो गए वो भूल गए अपनी वफा,
हो गया आसान कितना जीना अब तन्हाई में
मुश्किल में थी जब जिंदगी, वो कह गए अलविदा.!!.