• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • खामोशियां कर दें बयान तो अलग बात है......!! कुछ दर्द यैसे भी होते हैं, जो लफजों मे उतारे ही नही जाते.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ....... Zindgi Mili "Zara Si Thi" Kuch Is Me Kami "Zara Si Thi" Woh Roz Hota Gaya Paas Mere.!! Lekin Phir Bhi Dori "Zara Si Thi" Chand Jaagte Jaagte So Bhi Gaya! Raat Abhi Beeti "Zara Si Thi" Mohabat Baant Di Us Ne Zamane MeinLekin.! Jo Mere Hisse Mein Aai Wo MuhabBAt "ZARA Si Thi"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri Najro Se Dur Ho Jayenge Hum.....!! Dur Kahi Fizao Mein Kho Jayenge Hum.....!! Meri Yadon Se Lipat K Rone Aaoge Tum Jab Zameen Ko Oodh K So Jayenge Hum.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tum kya jaano kya hoti hai tanhaye, tum kya jaano kya hoti hai bewaafai, is tute hue patte se puch kya hoti hain judaai. Arre itna julm na kar zaalim is waqt se puch kis waqt teri yaad na aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Rahte jinko dia wo tabah kar gae, mohabbat jise dia wo fanna kar gae, kya meri jindagi me wafa likha hi nahi hai, jo jisko v chaha wo bewafa ho gae,.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek sunhre kal me her khushi apki ho" Zindgi ke safar me her manjil apki ho" Ek pal me hasa de jo sare jaha ko" khuda kare wo muskurati hui hasi apki ho. P.r
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum Ne Use Mohabbat Mein Chahnae ki Inteha Kar di Apni Har Khushi Us Par Fida Kar Di, Kuch Is Andaaz Se Us Ne Luta Mujh Ko Meri Hi Zindagi Mere Liye Saza Kar Di, Baith Kar Namaz Mein Mangi Thi Jis KiZindagi Khuda Ne Ussi Hi Ki Judai Aata Kar Di….lonely
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chand ka kya kasoor agar raat bewafa nikli. kuch pal thehri phir chal nikli. Unse kya kahe woh to sache the, shayad hamari taqdeer hi humse khafa nikli.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mary Dil Ka Dard Kis Ne Daikha Hai Mujhe Bass Khuda Ne Tarptey Daikha Hai Hum Tanhai Ma Baithe Rote Hain Logo Ne Humen Mahfil Ma HastyDaikha Ha….
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • TERI ghaflaton ko khabar kahan, MEREY haal-e-dil pey nazar kahan, TU jafa ki had me na aa saka, MAIN wafa ki had se guzar gaya.!! Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khuda Hamari Tarah Tumhe Tanhayi Na De Hum Jee Lenge Tanha, Par Tumhe Judai Na De Hamari Nigahon Me Basi Rahe Aapki SooraT Aapko BhaLe Hi Hum Dikhayi Na Den
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bhoolneki tujhe najane hum kitne vade karte hain, Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad karte hain, Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki, To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aankh ne kisi ko rulaya na hota dard ne kisi ko tadpaya na hota khushi hi khushi hoti har kisi ke pas Agar khuda ne isqe bnaya na hota. by fareed barkatee
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Chand utra tha hamare angan me, yeh sitaro ko gawara na hua, hum bhi sitaron se kya gila kare, jab chand hi hamra na hua.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aj Badi Shiddat Se Kisi Ki Yad Arahi Hai; Lagta Hai Ye Mohabbat Hai Jo Tadpa Rahi Hai Kyu Bad Jate Hai Qadam Kisi Ki Taraf; Ye Kounsi Taqat Hai Jo Khinche Ja Rahi Hai Kabhi Unse Ho Mulaqat Ye Hogaya Mehsus; K Barso Ki Ibadat Jaise Rang La Rahi Hai Jane Kyu Badi Der Se Khayalo Me Khoye Hai; Ye Mohabbat Kyu Mujhse Gunah Kara Rahi Hai Wo Kya Likhega Hai Kagaz Aur Khalam Bebas; Uske Pyar Ka Fasana To Sari Kainat Ga Rahi Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Meri Ankhon KeSamndar Mein Jalan Kesi Hai, Aj Phir Dil Ko Tarpnay Ki Lgan Kesi Hai, Ab Ksi Chokhat Pe Chragon Ki Qatarain Bhi Nahi, Ab Tere Shehar Ki Galiyon Mein Ghutan Kesi Hai, Barf Ke Roop Mein Dhal Jain Gy Sare Rishty, Mujh Se Pocho Ke Mohabat Ki Agan Kesi Hai, Mein Tere Wasl Ki Khwaish Ko Na Marne Donga, Mosam-e-Hijr Ke Lehjy Mein Thak’n Kesi Hai, Mujh Ko Masom Si Larki Pe Taras Aata Hai “swee,2”, Us Ko Dekho To Mohabat Mein Magan Kesi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Utre jo zindagi teri gehraiyo mein hum Mehfil mein rahkar bhi rahe tanhaiyon mein hum, Deewangi nahi tow aur kya kahe Insaan dhoondhte rahe parchayion mein hum.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS