• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Tujhy Kiya Khbr Teri Yaad Ny Mujhy Ks Qadar Sata Diya,, Kbhi Akely Mein Hansa Diya,, TO Kbhi Mehfiloon Mein Rola Diya,, Sweet
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kyon Tune Pyar Main Dhoka Diya Kyon Na Sachha Pyar Tha Mujhse Kiya Khamiyaan Kaun Si Mujhme Thi Kyon Meri Wafaaon Ka Aisa Sila Hai Diya Humne To Tujhe Toot Kar Chaha Tha Duniya Ko Bhi Tere Liye Tha Chhod Diya Dil Se Khoob Khel Kiya Tune Kyon Na Mujh Par Tune Ki Daya Aaj Main Khood Se Naaraz Hoon Duniya Ki Naa Maan Kar, Kyon Sirf Tera Bharosa Kiya Loot Kar Meri Duniya Ko Tune Mujhe Jaise Bin Maut Hi Maar Diya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil Kre Tere Bina Gujara Eh Ta Hun Ho Nahi Sakda..... Mera Dil Te Raat Din Hun So v Ni Sakda.... Main Ki Kra Mere To Ta Tenu I Love You Keha Nahi O Jana.... J Tu Meri Na Ho Saki Mere Ko Eh Dukh Nahio Seha Jana.....(Ajay.SP)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hum ko junun kya sikhalate ho hum the pareshan tumase ziyada chak kiye hain hum ne azizon char gareban tumase ziyada chak-e-jigar muhataj-e-rafu hai aj to daman sirf lahu hai ek mausam tha hum ko raha hai shauq-e-baharan tumase ziyada jao tum apni bam ke khatir sari laven shamon ke katar lo zakhmon ke mahar-o-mah salamat jashn-e- chiragan tumase ziyada
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • तुम इठलाते हो अपनी बेवफाई पर मुझे नाज है अपने प्यार करने के अंदाज पर………… तुमने सबकुछ पाकर खुद को खो दिया हमने सबकुछ खोकर पा लिया खुद को
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhy Chhor Day Meray HaaL Par, Tera Kya Bharosa Aey Hum Safar. . .! Teri Mukhtasar Si Nawazishain Mera DarD Aur Barhaa Na Dain..!! …
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ek Tu Teri Aawaz Yaad Aayegi, Teri Kahi Huwi Har Baat Yaad Aayegi, Din Dhal Jayega Raat Yaad Aayegi, Har Lamha Pahli Mulakat Yaad Aayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • teri chokhat se sar uthau to bewafa kahena tere siwa kisi or ko chahu to bewafa kahena meri wafao pr shak ho to khanzar utha lena shokh se mar na jau to bewafa kahena kasamkhan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is BeNaam Se Rishte Ko Nibha Jao Kisi Din Jo Mil Jaye Fursat To Paas Aao Kisi Din.. Milta Hai Sabhi Ko Sab Kuch Ye Suna Hai Mujhe Toh Faqat Tum Hi Mil Jao Kisi Din.!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dastan Soon Lo Jara Ghame Zindagi, Bewafa Samajh Baithe Tumhe Dilagi, Gairon Ki Baahon Main Machlati Ho Tum, Behad Mehesoos Hoti Hai Hame Sharmindagi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bas ek Dil-e-Tamanna Rhi Use Paane Ki Har ek Koshish Bekar Rhi Use Bhulane Ki Meri Lash Se Lipat Kr Rone Dena Use Dosto Badi Hasrat Thi Use Seene Se Lgane Ki.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaj Achanak Teri Yaad Ne Mujhe Rula Diya, Kya Karu Tum Ne Jo Mujhe Bhula Diya, Na Karte Wafa To Na Milti Ye Saza, Shayad Meri Wafaon Ne Hi Tujhe Bewafa Bana Diya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • TUMHARE KehnE PAR JEENA To Sikh LiyaHumne,,, Par Khush Na Kabhi Reh Payenge,, Teri Duri To Phir Bhi Seh Leta Hai Yeh Dil,, Par Teri Mohabbat Ke Bin Na Jee Payenge!!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hanste Hain Yun Hans Kar Rula Jate Hein Log, Milte Hain Yunhi Mil Kar Juda Ho Jate Hein Log, Pal Do Pal Ki Mohabbat Ko Umar Ka Saath Samjhna, Mohabbat Bi Karte Hain Or Khafa Bhi Ho JateHain Log, Naseeb Mein Pyar Na Tha Jo Mujhe Mila Hi Nahi, Kr Ke Izhaar_E_Mohabbat Bhi Beparwaah Ho Jate Hain Log, Ab Kis Say Shikwa Karen Apni Mohabbat Ka Aye “Sameer” Kar K Wafa Ka Vaada Bewafa Ho Jate Hain Log…!*!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kash Khuda Ne Hume“aansoo”Banaya Hota.. Us Bewafaa Ki Aankh Me BasayaHota.. Jab Girte Aankh Se Unki.. To Marne Ka Maza To Aaya Hota..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tanhayi se ho gyi h meri dosti... Tanhayi bhi akele me hogi ye sochati... na chah kr bhi kyu yad krta hu tujhe . jbki yad bhi teri rat bhar h mujhe kosti...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Peete to sabhi hain apna gum bhulane ke liye... Humne bhi pee uski yaad apne dil se mitane ke liye... Peene ke baad pata chala kambhakt sharab me wo nasha nahi hai... Ye sharab uss shabab ke aage kuch bhi nahi hai... Socha kisi aur haseena se dil laga lenge... Kisi aur ki chahat ko hum apna bana lenge... Par kisi aur haseena se bhi hum ye dil laga na sake... Aur din raat peekar bhi hum usse bhula na sake...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ye haqiqat hai ki hota hai asar baton mein tum bhi khul jaoge do char mulaqaton mein tum se sadiyonki vafaon ka koi nata na tha tum se milane ke lakiren thi mere hathon mein tere vadon ne hamen ghar se nikalne na diya log mausam ka maza le gaye barasaton mein ab na suraj na sitare na shaman na chand apne zakhmon ka ujala hai ghani raton mein Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS