• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Har phool ki ajab kahani hai, Chup rehna bhi pyar ki nishani hai, Kahi koi zakhm nahi phir bhi kyu yeh ehsas hai, Lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi us ke paas hai By- djsumit
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Judai Ki Kasak Liye Teri Yaad Se Jura Aansoo Har Shab Meri Aankh Se Tapka Hy Guzry Kal Ki Terha Aaj Ka Din Bhi Tum Bin Udaas Guzra Hy ... !!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Us Näy Aik Baar Poocha K Btao Mujhy Kitna Yad krtay Ho Me ny kaha buht ziada Us ny dobara swal kia Me ny kaha buht buht buht ziada Mra jwab sun kr vo zair_e_lab muskraì "ab mujh sy b tu poocho" 0r jb me ny poocha tau uski muskrahat gehri hoti chali hai 0r halka sa gulabi rang us k chehry py Aa k guzr gya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Shikaayat Hume Zindagi Se Nahin, Jee Rahe Hai Magar Khushi Se Nahin, Dukh Bhi Diya Har Shakhs Ne Hume, Aur Naraaz Bhi Hum Kisi Se Nahin !
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafa se wafa ki to kya paya humne, Dhokha Fareb aur daga paya humne, Sachhai ka sila humko ye mila, Aakhir me khud ko thaga paya humne.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • karoge yaad guzre zamane ko....tarsoge sath ik pal bitane ko...phir aawaz doge hame bulane ko...tab ham kahenge sorry yaar darwaza nahi hai kabr se bahar aane ko....s.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Unki Nafrat Ko Hum Chahat Samaj Baithe.... Usne Toda Jo Mera Khwab To Uski Ghabrahat Samaj Baithe.... Dilo Se Khelna To Fitrat Thi Uski..... Uske Is Sauk Ko Hum Mohabbat Ki Aahat Samaj Baithe..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • जाते हुए उसने सिफे इतना कहा था मुझसे ओ पागल ......... ............ .......... ........ ...... .... ... .. . अपनी जिँदगी जी लेना....... .......... ......... ........ ....... ...... ..... .... ... .. . वैसे प्यार अच्छा करते हो.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi aur ki bahon mein rehkarwoh Humse wafa ki baat karte haiYeh kaisi chahat hai yarowoh bewafa hai yeh jaankar bhiHum ussi se bepanah pyar karte hai…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Naam us ka liya to uljhen c ho gai! Shayad hmen us se mohabat c ho gai! Wo karta raha badnaam hmen logon mein! Hmen b mashhoor honay ki adat c ho gai! Us k anay se pehlay sari kaenat me thi khizan! us k anay k bad duniya me sajavat c ho gai! Bichartay waqt kehnay laga wo mujh se, Hum ko tum se pyar nahi tha bus shararat c ho gai! Jab wo bichra to dil ki duniya me "swee2" Aese tufaan utthay k qayamat c ho gai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Paas Aane Ki Ummid Thi Jin Se Wohi Faasle Banaate Chale Gaye.. Hum To Unke Paas Jaane Ki Koshish Me Thay.. Na Jaane Kyu Wo Dooriyan Badhaate Chale Gaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • हो सकता है तेरे दिल में मेरे खातिर जगह न हो हो सकता है इसके पीछे, किसी तरह की वजह न हो, लो गुनाह कुबूल किया, फिर आशिक कहता है कि दुनिया तेरी कचहरी में मेरे इश्क पे जिरह न हो, रात में शाम का बादल ही चांद का कातिल बनता है सोचता हूं कि तेरे बिन अब इन रातों की सुबह न हो, तू है गैर के घर में और मैं हो गया जग से पराया इश्क की दुनिया में किसी का अंजाम मेरी तरह न हो.!!.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • HUM RAAH ME KHDI IMAART KO MAZIL SAMJH BAITHE . Chamak TE HUYE PATTHAR KO SONA SAMAJH BAITHE .. Wo to IS DIL KE RISHTE KO SAMAJH hi NA PAYE..AUR HUM USE KHUDA SAMAJH BAITHE ..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hamare Liye Apke Dil Me Koi Chahat Na Thi, Kisi Khusi Me Koi Dawat Na Thi, Hamne Dil Apke Kadmo Me Rakh Diya, Par Zami Per Dekhne Ki Apki Aadat Na Thi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Lakh chaah kar bhi main tujhe bhula nahi sakta, Saans rahte,teri tasvir aankhon se hataa nahi sakta, Aakhiri pal tak oo bewafaa , tujehe yaad karta hoon, Teri yaadon ko seene mein basaa kar chalta hoon.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Tum Kya Jano Kya Hai Tanhai, Is Tute Hue Patte Se Pucho Kya Hai Judai, Yu Bewafa Ka Ilzam Na De Zalim, Is Waqt Se Puch Kis Waqt Teri Yaad Na Aayi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS