• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kismat Ruk Gayi Dil K Lad Toot Gaye; Wo B Ruth Gaye Sapne B Toot Gaye; Khazane Me The Sirf Do Ansu; Jab Unki Yad Ayi To Wo B Lut Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo u hi rooth gaye, sare arnman toot gaye, Nafrat ka dhong kuchh aisa dikhaya usne ki,Ek wo pathher ban kar jeene lage, aour hum shisha bunker toot gaye.........
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jakhamo ko si kar yu kab tak chupaoge . Kabhi to ankho ki bat tum junba par laoge . Bhale na kaho tum bewfa unko . Par apane dil ko kab tak bahlaoge BY LAKI 7860102120
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nazar Main Zakhm-E-Tabbasum Chupa Chupa K Mila Khafa To Tha Wo Magar Mujh Se Muskera K Mila Wo Humsafar Ke Mere Tanz Per Hansta Tha Bohat Sitam Zareef Mujhe Aaina Dikha Ke Mila Mere Mizaj Pe Hairaan Hai Zindagi Ka Shaoor Main Apni Moat Ko Aksar Gale Laga Ke Mila Main Us Se Mangta Kia Khoon Baha Jawani Ka Kay Wo Bhi Aaj Mujhe Apna Ghar Luta Ke Mila
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Haan mera har lamha chura liya aapne, Aap ho ki koi chand dikha diya aapne, Hamein Zindagi di kisi or ne, Par pyaar itna deke jeena sikha diya aapne…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitna hasen tha wo chahra.... Hum aaj tak na bhul paye.... Kitna pyar karta tha wo mujhse.... Hum aaj tak na bhul paye.... Kitna chahta tha wo mujhse.... Hum aaj tak na bhul paye....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yaaro Ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai Kholane Se Pehle Botal Hilayi Jati Hai Fir Awaz Lgayi Jati Hai, Aa Jao Tute Dil Walo Yaha Dard-E-Dil Ki, Dawa Pilayi Jati Hai! Alone heart
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Yadon se apki hum pyar karte hai, 100 janam bhi ap par nisar karte hain, fursat mile to likh bhejna ek SMS, usi ka to hum din raat intezar karte hain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • भरी महफ़िल में कर रहे थे वो ज़िक्र अपनी वफ़ा का, नज़र मुझ पर क्या पड़ी कमबख्त ने बात ही पलट दी!sk
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dard dene ka andaaz kuchh aisa hai , Dard dekar kahte hai ab haal kaisa hai , Zahar dekar kahte hai ab peena hoga , Jab peeliya to kahte hai ab jeena hoga .....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Wo samjhe ya n samjhe mere jazbat ko, Mujhe to manana padega unki har baat ko, HAM to chale jayenge is Duniya se, MAGAR... Anshuo se royenge wo har RAAT ko.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi dene vaale marta chod gaye, Apnapan jataane vaale tanha chod gaye, Aur jab padi zaroorat apne humsafar ki, Woh saath chalne vaale apna raasta mod gaye...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • aakhir kah hi dala usne ik din is kadar toote ho bikhar kiyon nahi jate...? Kab tak jiyeoge ye dard bhari zindagi kisi raat khamosi se mar kiyon nahi jate..?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hansi Hansi Mein Kitno Ko Hansaa Diya, Hansi Hansi Mein Kitne Gammon Ko Chhupa Liya, Hans Kar Gaye Koi Hum Par Es Kadar, Ki Umra Bhar Ke Liye Hamne Hasna Bhula Diya !!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dhoondh Kar Hum Thak Chuke, Kaun Si Galiyon Mein Jane Tum Kho Gaye. Ab Aur Kahan Thikana Hai Is Gareeb Ka, Jaakar Kabar Mein Khud Hi Hum So Gaye,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dar_dar bhatakte hai mehman ki trah. Har koi milte hai anjan ki trah. is duniya se khusi ki aas kya kare. Log gum bhi dete hai 'EHSAAN' KI TARAH..... $RAAJ$
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jaante He Ham Pyar Aasan Nahi Hota, Karte He Sab Par Koi Eis Dariya Se Paar Nahi Hota, Sath Deneka Vada To Sab Karte He, Par Wada Karne Ke Baad Koi Yaad Nahi Rakhata
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS