• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • "Wo Kisi ki Dil Lagi ko Saza Samjne Laga Do pal Roth k Guzare to Jafa Samjne Laga Wo kia jane k hum ktna roye unke Baghair Wo Baghair soche smje muje bewfa Samjne Laga. K.k
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • unki arju meri jindagi ka wo khwab hai, jiski manjil hi nahi rashta v kharab hai, hansi se mere dard ka andaja n lagana is dil ka har panna dard ki kitab hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Duniya Ke Sitam Yaad Na Apni Wafaa Yaad Ab Mujh Ko Nahi Kuch Bhi Mohabbat Ke Siwa Yaad Mein Shikwah Ba Lab Tha, Mujhe Ye Na Bhi Raha Yaad Shayad Ke Mere Bhoolnay Waalay Ne Kia Yaad Kia Jaaniye Kia Ho Gaya Arbaab-e-Junoo.n Ko Jeenay Ki Adaa Yaad Na Marnay Ki Adaa Yaad Kia Lutf Ke Mein Apna Pataa Aap Bataaon Kijiye Koi Bhooli Howi Khaas Apni Adaa Yaad
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • arzoo yeh nahi ke gham ka tufaan tal jaye fiker to hai kahi tera dil na badal jaye kabhi jo bhulana chaho mujh ko tum dard itna dena ke meri jaan hi nikal jaye...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mat Puchho Mere Dil Ka Haal Aapke Dil Bhi Bikhar Jayenge Is Liye Nahi Sunate Apne Dil Ka Dard Kisi Ko Ye Sunke To Tanhai Ke Bhi Aansu Nikal Aayenge…sk(NK RAI)
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Maut se dar nahi lagta mujhko, Tere sajda me zindgi bitana chahta hu. Bas kami hai tere rahmo karm ki maula, Mai to tere paas aana chahta hu.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi ki yaad me jalna ajib lagta h. Dhire Dhire pighalna ajib lagta h. Sari duniya badal jaye to koi gum nai. Par koi apna badal jae to ajib lagta hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hasi aati nehi ya hasna chahate nehi aap, Dil kehta nehi ya dil ki sunte nehi aap, Aise to nehi the pehle aap, sach batao.. Yaad hmari aati nehi ki yaad krte nehi aap.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Hasi ki rah mei gam mile to kya karein? Wafa ki rah mei BEWAFA mile to kya karein? Kaise bachaye zindgi ko dhokebaazo se..!! Koi MUSKURA k DHOKA de to kya kare?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi to sabhi k liye wahi hai..!! Fark Hai To Bas Itna ki, "Koi dil se jee raha hai " aur.. "koi dil rakhne ke liye jee raha hai..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Samandar Ka Ek Kinara Hota Hai, Har Rat Ka Ek Savera Hota Hai, Kyun Kar Raha Hai Ye Julm Aye Rabba, Kyun Har Bewafa Ka Ek Diwana Hota Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Toot jaye khuwab to judne ka kiya aash rakhna....palko ko bheigne ka kiya hisab rakhna.....bus is liye mushkura dete hain hum....ki apni udaasi se kisi ko kiya udaas rakhna.....?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere dil ko todakar tum jaaoge jahan, Meri baate yaad tumako aayegi wahan, Main to apna samajhkar tumhe maaf kar dunga, Magar maaf na karega tumako ye jahaan,.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ghanney darakht ke neechey sulaa ke chorr geya, Ajeeb shakhss tha sapney dikhaa ke chorr geya, Yeh ujrra hua ghar to usi aik ki nishaani hai, Jo apne naam ki takhti* lagaa ke chorr geya..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aab key baad koi nahi roye ga Wo waqt nahi raha to ye bhi nahi rahey ga Wo youn hi bat bat per roth jata hai Wo kitni dair aur rotha rahey ga Agar muhabbat ka sila milta hai yehi To koi bhi ab muhabbat mein nahi khoye ga Tu kiun ro raha hai aaj ‘Gul’ Kia ab laut key nahi aaye ga
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mohabbat farzz hoti ja rahi hai, Kisi ka qarzz hoti ja rahi hai, Badan ko chaatt le gi ab yaqeenan, Judaai marzz hoti ja rahi hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aisa nahi K Tujh Se Muhabat Nahi Humain Ghum Roz Roz Sehny ki Aadat Nahi Humain Har Bar Tere Samne Sar Ko Jhoka Liya Aur Phir Bhi Dekh Tujh se Shikayat Nahi Humain Tu Aitebar kar k Tujhe Chahate Hain Hum Tery Siwa Kisi Ki Bhi Chahat Nahi Humain Hum Jante Hain Tum Tanha Nahi Hamary Bin Auron se Pochne ki Zarorat Nahi Humain Kese Rahen Gay Bin Tere Ab Baat Maan lay Tery Bagair Rahene ki ab Aadat Nahi Humain.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS