Hasane ke baad kyu rulati hai duniya,
Jaane ke baad kyu bhulati hai duniya,
Zindgi me kya koi kasar baaki thi,
Jo mar jaane ke baad bhi jalati hai duniya…
uski aarzoo me jindgi ka khitab hai,
jiski manjil nahi rasta bhi kharab hai,
hansi se dard ka andaja na lagana,
is dil ka her patta dard ki kitab hai.....
Aaj Saqi Sharaab Rehnay Do
Tishnagi K Azaab Rehnay Do
Ponch Dalo Na Aankh Se Kaajal
Kuch Tou Khanjar Pe Aab Rehnay Do
Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Halat Kharab Rehnay Do
Chaand Badal Main Acha Lagta Hai
Adhay Rukh Pe Naqab Rehnay Do
Un K Chehry Ki Baat Ho Jaye
Aaj Zikr-e-Gulab Rehnay Do
Un Ki Chokhat Ko Choom Lo “Mohsin”
Baki Saray Sawaab Rehnay Do….!!
किसी की याद में हम बरसो रोते रहे,
बेवफा वो नीकले और बदनाम हम होते रहे,
प्यार में मदहोशी का आलम तो देखो,
धुल चेहरे पे थी, और हम आईना धोते रहे............ —
Dukh dard ki kitaab aur hai
Tera mera hisaab aur hai
Tu kiun khod ko kisi aur sey tashbeh deta hai
Chambeli aur hai, gulaab aur hai
Hum’ein aik dosrey key liye khol key roney bhi na dey ga
Yahan muhabbat mein zamaney ka dastoor aur hai
Mein tum ko bhol jaon ye mat socha karo
Muhabbat aur hai ishq aur hai
koi rasta nahin dua ke siva...
koi sunta nahin khuda ke siva...
maine bhi zindgi ko kareeb se dekha hai doston...
mushkil mein koi sath nahin deta ansun ke siwa..
Paas Aane Ki Ummid Thi Jin Se
Wohi Faasle Banaate Chale Gaye..
Hum To Unke Paas Jaane Ki Koshish Me Thay..
Na Jaane Kyu Wo Dooriyan Badhaate Chale Gaye..!