!~! Ho चुके ab तुम kisi के !~!
.
!~! कभी meri जिंदगी they तुम !~!
.
!~! Bhulta है koun मोहब्बत pehali !~! .
!~! मेरी to सारी khushi थे tum !~!
.
yaaro ishq me adhiktar bewafai hai .!
Hum B Gaye The Mehboob Ki Mehfil Mein
Saari Raath Doobtay Rahe Unke Jalwon Mai
Hum To Hogaye Sharminda
Jab Usney Ki Dil Aazari
Hum Ney Bhi Kuch Na Kaha,
Hum To Dekh Rahe The Apni Barbadi.
Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi,
Besharam tum ho to sharmile hum bhi nahi.
Pyaar ke is mode par aake kehte ho ke shadishuda ho…
Tho kya hua Darling…Kunware hum bhi nahin!
Dil Se Tera Khayal Na Jaye To Kya Karu?
Tu Hi Bata Teri Yaad Aaye To Kya Karu?
Hasrat Hai Ki Ek Nazar Tujhe Dubara Dekh Lu,
Kismat Woh Lamha Na Laye To Kya Karu?
Apni Aankhon Ke Samundar Mein Utar Jane De,
Teri Mujrim Hun Mujhe Doob Ke Mar Jane De,
Zakham Kitne Teri Chahat Se Mile Hain Mujhko,
Sochti Hun Kahun Tujhse Magar Jane De....(R/A)
Jala di he aag mere seene me
ab buzane se kya fayda
Mar gaye hum tere pyar me
ab kabar ke paas rone se kya fayda
Gum Hi Gum Hain Meri Zindagi Me.
Pyaar Mere Paas Nahi. DiL Bhi Usko Diya
Jiske MiLne Ki Aas Nahi —
Hame izhar karna nahi aaya unhe pyar karna nahi aaya
ham bas dekhte hi rah gaye
aur wakt ko thamna nahi aaya
woh chalte chalte itni door chale gaye aur hame rokna nahi aaya
Kya Batau Mera Haal Hai Kaisa,
Ek Din Guzarta Hai Ek Saal Jaisa,
Tadapta Hu Is Kadar Bewafayi Me Uski,
Ye Tan Banta Ja Raha Hai Kankaal Jaisa.....By The Hunter
shamshan ke bahar likha tah:
Manzil to teri yahi thi.
Bas zindagi guzar gayi teri aate aate.
kya mila tuje is duniya se,
Apno ne hi jala diya tuje jate jate.