• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Mujy Pata Tha Teri Mohabbat K Sharab Mein Zaher Hain.....!! "Aye Bewafa" . Lakn Tere Pilane Mein Itna Junoon Daikha K Hum Thukra Na Sake.....!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ~ksi ki yad dil me he, koi ehsas baqi he, ~badalte mosamon k darmiyan, ek raz baqi he, ~abhi main safr me hun, milay gi manzil mujhe, ~magar in raast… …amara hal b dekho, ~hamara jism murda he, magar ek sans baqi he, ~umid he phr b milega wo hamay ek din, khuda par he bharosa, ek khuda ki zaat baqi he,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • सर्दियो के एक सर्द मौसम मे उसने मेरे हाथ थाम के कहा इतने गर्म हाथ वफा की निशानी होते है मुझे अब ख्याल आया उनके हाथ इतने ठंडे क्योँ थे.....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Geelay kagaz ki tarah hai zindagi apni Koi jalata bhi nahi aur likh pata bhi nahi, Is qadar akele ho gaye hain aaj kal, Koi satata bhi nhi aur manata bhi nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ay! Dil tu Dhadakna bnd kr de . tere Dhadakne se uski yad aati hai, . wo to mast hai apni duniya me . unki yaad mein pal pal jaan to apni jati hai...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mujhe Uske Pahlu Ka Ashiyana Na Mila Uski Zulfo Ki Chaon Me Thikana Na Mila Kah Diya Usne Bewafa Mujhko Hi Jab Chhorne Ka Koi Bahana Na Mila
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • koi aisa pyaar ka bazar hota..jaha jishme nilaam sare aam hota..ham tujhe kharid te khud ko bech kar...par dekhte kaise tu kisi aur ke naam hota.?
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Guzar Rahi Hai Uss Ke Khayalon Mein Ajeeb Si Ik Laali Thi Uss Haseen Ke Gaalon Mein Socha Tha Bhool Jayenge Uss Bewafa Ko Hum Lekin Eik Bhi Yaad Na Mit Saki Dekho Itne Saalon Mein!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil jalakar mera muskurate hai wo, Apni adat se kab baaz aate wo, Puch leta hain har har raaz mujhse mera apni har baat mujhse chupate hai wo.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Takdir Kya Likhu Muqddar Ke Samne, Usne Katal Kar Diye Mere Ghar Ke Samne, Saari Basti Jalti To Afsos Na Hota, Sirf Mera Hi Ghar Jala Samandr Ke Samne.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bina Btaye Usne Njane Q Y Duri Krdi Bichad K Usne Mohbt Hi Aduri Krdi, Mere Mukadr M Gam Aye To Kya Hua, Khuda N Uski Kwahish To Puri KrDi
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Her lamha gujar jaata hai jab koi apna begana nazar aata hai, . Yu to awaz aati hai, her shishe ke tutne se, . Per kabhi bin awaz ke bhi sub kuchh tut jaata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • dil jeet le wo jigar rakhte he katl kar de wo nazar rakhte he wada kiya tha kisi se muskurane ka warna hm bhi aankho me samandar rakhte he
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kuch Aansu, Kuch Khushiyan De Kar Taal Gaya; Jeevan Ka Ek Aur Sunehraa Saal Gaya; Kon Jaane Ke Kal Ka Samaa Kaisa Ho Ga; Ab Tak To Kal Sa Hi Hai Sab Haal Gaya!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • hr baat jb kisi ki buri lgne lge. keh do us se jb uski kmi c lgne lge. jivan me chot hmne v khae thi.. afsoos bs itna tha ki o mere pyar ki bhrpae thi kvi fulon se v jayada smhaal kr rkha kvi khoosbu se v jayad pyar tha bikhera unhe kya pta mere is raaj ko jb dil ne unpr thi kalin bichaae..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS