• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • दूर वो मुझसे है पर मैं उस से खफा नहीं; मालूम है अब भी प्यार करता हैं वो मुझसे; वो थोडा सा जिद्दी है लेकिन बेवफा नहीं।
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bewafai UsKi Mita Kar Aaya Hun. Khat UsKe Paani Main Baha Kar Aaya Hun. Koi Padh Na Le Us Bewafa ki baduaon Ko, Is Liye Pani Mein Bhi Aag Laga Kar Aaya Hun.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Sabki khushi ki chah karte hai, Bas itna sa gunaah karte hai, Aaj phir unke intezaar main bethe hai, Dekhna hai kab woh hame yaad karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • उल्फत में अक्सर ऐसा होता है, आँखे हंसती हैं और दिल रोता है, मानते हो तुम जिसे मंजिल अपनी, हमसफर उनका कोई और होता है!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi jine ko 1 khwab milta H Yahan har sawal ka jutha jawab milta H Kise samje DOST kise samje Dusman Yaha to hr 1 chehre pr nkab milta H
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • क्यो किसी से इतना प्यार हो जाता है, एक पल का इंतज़ार भी दुश्वार हो जाता है, लगने लगते है अपने भी प्यारे, और एक अजनबी पर ऐतबार हो जाता है… Koh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Khushi Na Koi Tamanna He Ab Bas Apne Hi Saye K Sang Rehte He Hum Kaise Kahe Kaise He Hum Bas Yu Samajhlo Aap Khush He To Khush He Hum. I Luv U ==
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Zindagi"se Puchho ye kya Chahti hai Bus Ek sathi ki "wafa" Chahti Hai kitni "Masoom"Aur "Nadan" Hai. ye Zindagi Khud "Bewafa"hai Aur Dusro Se"Wafa"Chahti H...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ikatthaa Karke, Woh Mere Katl Ka Samaan, Bewafa Adaaon Se Teer Chalaate Gaye, Bewafa Adaaon Se Teer Chalaate Gaye, Hamein Aadat Thi Use Muskurata Dekhne Ki, Isiliye, Hum Uski Har Adaa Par Muskuraate Gaye..!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Juda Ho Kr Wo Hmse Kabhi Kush Na Reh Payegi, Kyoki Hmne To Har Duao Mein Unhi Ki Talab Ki Thi, Mil Bhi Gaya Hmse Behtar Koi Fir Bhi, Yaade Hamari Kbhi Dil Se Nikal Na Payegi.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zindagi Mein Kuch Lamhein Khaas Ban Jaate Hai, Mile To Mulakat Ban Jate Hai, Bichhre To Yaad Ban Jate Hai, Aur Jo Dil Se Kabhi Nahi Jaye, Wo Kuch Log Jine Ka Ek Bahana Ban Jate Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab Jab Aata Hai Ye Barsaat Ka Mausam, Teri Yaad Sath Hoti Hai Humdum, Socha Is Mausam Me Tujhe Yaad Nahi Karenge, Par Fir Socha Ki Hum Baarish Ko Kaise Rok Payenge…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Teri yaad main aansoon ka samandar bana liya, Tanhai k sehar main apna ghar bana liya, Suna hai log pujtey hain patthar ko, Isi liye dil apna patthar bana liya.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Baheti Hui Naadi Mein Unka Peaas Hain Jalti Hui Shama Mein Unki Gharmi Ka Ehesaas Hain Kisi Aur Ke Saath Ghar Basa Liya Humne Seene Mein Basi Wahi Bewafa Pyar Ka Zeher Ki Raas Hain
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab game ishq satata hai toh kya se kya ho jatahai jab dil par chot lagti hai toh chehra bhi udash ho jata hai. Par e khayal shadi k bad hi q aata hai
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jab koi naik kaam karte hain, Jaane man tere naam karte hain, Tere chehre se dhoop lete hain, Teri zulfon mein shaam karte hain, Kis qadar tang hoon mohabbat se, Log yeh kese kaam karte hain, Un ki peshaaniyan chamakti hain, Jo mohabbat ko aam karte hain, Dil ke dalaa’n mein sajaa kar yaad, Jashan ka ehtamaam karte hain, Sochte hain tujhe wuzzu kar ke, Yu’n tera ehtraam karte hain, Hum se hi ibtidaa huyi jana’n, Hum hi ab ehtamaam karte hain..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS