Hai Naseeb Ki Baaten Dukh
Kisi Ki Nahi, Ye Duniya Badi
Bewafa Hai Ye Kisi Ki Nahi,
Roshniyo Par Guroor Kabhi Na
Karna Dosto, Chiraag Sab Ke
Bujhenge Ye Hawa Kisi Ki Nahi
Logon ne hunar apna dikhaya bhi bahot hai,
Ja-ja ke use maine manaya bhi bahot hai,
Sach puchho to pyara bhi bahot lagta hai dil ko,
Wo shakhs
ki...
Dil jisne dukhaya bhi bahot hai......
Aaj Saqi Sharaab Rehnay Do
Tishnagi K Azaab Rehnay Do
Ponch Dalo Na Aankh Se Kaajal
Kuch Tou Khanjar Pe Aab Rehnay Do
Tum Sanwaro Apni In Zulfon Ko
Meri Halat Kharab Rehnay Do
Chaand Badal Main Acha Lagta Hai
Adhay Rukh Pe Naqab Rehnay Do
Un K Chehry Ki Baat Ho Jaye
Aaj Zikr-e-Gulab Rehnay Do
Un Ki Chokhat Ko Choom Lo “Mohsin”
Baki Saray Sawaab Rehnay Do….!!
Maut mangte hain to jindgi khafa ho jati hai,
Zahar leten hain to wo bhi dawa ho jati hai,
Tu hi bata ae jaan main kyaa karun,
Jisko bhi chaha wo bewafa ho jaati hai..!!!!
Zakham Dainay Ka Andaz Kuch Aisa Hai,
Zakham Day Ker Pochtay Hain Ab Haal Kaisa Hai?
Kisi Aik Say Gila Kiya Karna Yaaro,
Saari Duniya Ka Mizaaj Aik Jaisa Hai
kk
Dil ki awaj se nagme badal jate hai,
Sath na de to apne badal jate hai,
Palke bhi jara samhal ke jhapkana kyuki,
Palke jhapkane se sapne badal jate hai.
Parchai maine tere naam kr rakha he har saans meri tere naam kar rakha he teri inkar ne itna paagal bana deya hai ke duneya ne meri zindagi badnaam kar rakha he.
By HARERAM
Mai roya nahi rolaya giya hun.
Bana kar pasand fir tukraya giya hun.,
Chor diya giya taqdeer k saharay,
pyare k naam pe jalaya gya hun,,
Bhot he naram o nazuk ta mizaj apna,
Jete jee khak ma milaya giya hun,
Mareez-e-mohabat ko gulaab raas kahan,,
Hamesha k lye kanto par sulaya giya hun,,
Be mout na marta to kia krta ,
Bhari duniya ma yun sataya gya hun.,
Kabi jo palko pe naaz utate te ,,zameer,,
Aj usi nazar se giraya giya hun
Is Dil Se Door Wo Jate Bhi Nahi...
Haqiqat Me Wo Hume Chahte Bhi Nahi...
Auro K Liye To Wo Rote Rehte H Raat Bhar...
Hamare Liye To Wo Muskurate Bhi Nahi...
Ham fanaa he gaye galeeb unki adaaye dekhkar
na jane wo kish halaat me jee rahe he....
hme to es halbt par rona aata he
wo na jaane kyo muskura raahe he...
Koh