• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Kismat Ruk Gayi Dil K Lad Toot Gaye; Wo B Ruth Gaye Sapne B Toot Gaye; Khazane Me The Sirf Do Ansu; Jab Unki Yad Ayi To Wo B Lut Gaye..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aaney wali ruton ke anchal mein Koi saa’at saeed kya ho gi Raat ke wakt rang kya pehnoon Roshni ki kuleed kya hogi Jabke baadal ki aut laazim ho Janti hoon, ke deed kya hogi Zard mausam ki khushk tehni se Konplon ki umeed kya hogi Chand ke koi pass bhi sunaney ko Ab ke koi naweed kya hogi Gul na hoga to jashne khushbu kya Tum na ho ge tou eid kya hogi..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kya khub kaha hai kishi ne . . . . Tujhse ab koi Vaasta to nhi hai lekin Tere hisse ka waqt aaj bi thnha nhi Gujarta hai,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • saying from a broken heart i will continue my love even if my love fails coz, how wud i hate d heart whith made me 2 love more then my life.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kisi Ke HaqMe Hi Sahi Wo Dua To Kare, Wo Keh Nahi SakteMeri Suna To Kare, Mai Laut JaungiApni Udas DuniyaMein, Wo Mujhse BichharneKa FaislaTo Kare…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ajeeb Tarah Se Socha Tha Zndgi Ke Liye.. Jeena Marna Tha Sirf Usi Ke Liye.. Wo Mujhe Tanhaa Chhod Gaya To Yakeen Aaya.. Ki Koi Bhi Nahi Marta Kisi Ke Liye..! Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Koi Aaya Hoga Na Koi Jaya Hoga, Sayad Hawao Ne Mera Darwaza Hilaya Hoga, Maine To Apna Ghar Barf Ka Banaya Tha, Jane Us Bewafa Ne Kaise Jalaya Hoga.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • "Meri Ankho k Samadar me Jaln kaisi Hai Fir ish Dil ko Tadpne ki Lagan Kaisi Hai Warf k Roop Me Dhal Jayenge Fir Sab Ristey Mujhse Pucho Yeh Muhabat Ki Agan Kaisi Hai"
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • पूछते है सब जब बेवफा था तो उसे दिल दिया ही क्यों * * किस किस को बतलाये * * * उस शख्स में बात ही कुछ ऐसी थी दिल नहीं देते तो जान चली जाती”.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Na Jane Ye Dil Q Rota Hai Tere Khayalo Mai,Najane Ye Dill Q Rota Hai Tere Khayalo Mai,Kya Sachme Pyar Karta Tha Tune Muje Apne Dill Se
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kitna Naaz Tha Hamein Tere Pyar Par, Aaj Wohi Pyar Ne Sharminda Kar Diya, Baha Tha Na Kabhi Ek Ahsq In Aankhonse Tere Pyar Ne Hame Aansuon Ka Dariya Bana Diya..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Kabhi hum tutey toh kabhi khwaab tutey, Na jane kitne tukron mein armaan tutey, Har tukra aayina hai zindagi ka, Har aayine ke saath laakhon jazbaat tutey
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Khaq Hi Rehne Do Mujhko Aasma Na Kaho. Phir Mujhe Ek Bejubaan Na Kaho. Ek Guzarish Hai Aap Se Sahab, Tum Ise Meri Ilteza Na Kaho, Badi Mohabbat Hai Humein Unse Hujoor, Unke Baare Mein Kuchh Bura Na Kaho. Abhi To Umra Padi Hai Ye Aajmane Ko , Abhi Se Unko Bewafa Na Kaho
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mangti hai Rab se Roz ye Zindagani meri Tery Pehlu me Khatam ho ye Kahani meri Umeed Chand sitaron ki kahan hai mujh ko Chahti hai Sirff Teri Mohabat ye Jawani meri Ye faaslay ye dooriyan boht c hain tanhayian Sun lena kabhi jazbaton ka silsila zubani Meri Chodd jayen gy tery labon par apni Muskan Rakhna hmesha saath tum ye Nishani Meri...
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bina Bataye Jane Kyu Usne Duri Kardi; Bichad K Usne Mohabbat Hi Adhuri Kardi; Mere Muqaddar Me Ghum Aye To Kya Hua; Khuda Ne Uski Khwahish To Puri Kardi!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere Dard Se Bhare Paimane Yu Chalak Jate Hai, Reh Reh Kar Tere Kisse Yaad Aate Hai, Kehte Hai Waqt Har Gum Ko Bhar Jata Hai, Par Na Jane Kyu Mere Zakham Or Gehre Ho Jate Hai!!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Apni aankhon ki samundar mein utar jane de tera mujarim hun mujhe dub ki mar jane de ae naye dost main samajhunga tujhe bhi apana pahale mazi ka koi zakhm to bhar jane de aag duniya ki lagai hui bhuj jayegi koi aansu mere daman pe bikhar jane de zakhm kitne teri chahat se mile hain mujhko sochata hun ki kahun tujhase magar jane de
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aye bewafa kyo gayi mujhe Chhod k Kyo gayi mera dil tod k Khuda kasam kabhi dil na lagana Aye dosto jaan kar kabhi bhi Ring number pe phone na lagana Kya pata rong number uske baap k paas Na lag jaye k dil toot jaye
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har zakhm kisi thokar ki meharbanihai.. . meri jindgi bus ek dard ki kahani hai.. . mita dete sanam ke dard ko seenese ae dosto.. . par ye dard hi to unki akhri nishanihai....
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS