• Categories
  • Bewafa SMS   4088
  • Labon Pe Bulbul Ka Taraana Aa Jaaye, Bahaaron Ka Fir Wo Zamaana Aa Jaaye. Badi Aarzoo Hai Seene Mein, Ik Pal Ke Liye Mera Deewaana Aa Jaaye.@
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jo Assar Hai Akh Di Maar Ander; Oh Na Teer Te Na Talwaar Ander; Ohna Rab Nu Labh Ke Ki Lena; Jinna Paa Leya Rab Nu Yaar Ander!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • H@n$kar Vo G@m K! $@za Deten He!n, Zeher Me!n Thod@ $a Py@r M!la Deten He!n, J@b Bh! Na@m A@ta He!n Unkey D!w@no K@, Log Mer! Tar@f Ungl!y@n Uth@ Deten He!n,,
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Dil DhaRakne Ka Sabab Yaad Aaya Wo Teri Yaad Thi Ab Yaad Aaya Aaj Mushkil Tha Sambhalna Ay Dost TU Musibat Main Ajab Yaad Aaya Din Guzra Tha Bari Mushkil Se Phir Tera Waada-e-Shab Yaad Aaya Tera Bhula Hua Paimaan-e-Wafa Mar Rahenge Gar Ab Yaad Aaya Phir Loog Nazar Se Guzre Phir Koi Sheher-e-Tarab Yaad Aaya Haal-e-Dil Hum Bhi Sunate Laikin Jab Wo Rukhsat Howa Tab Yaad Aaya Baith Kar Saaya-e-Gul Main ‘Nasir’ Hum Bohat Roye Wo Jab Yaad Aaya
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Had-E-Intehaa Say Buhat Aagay Tumhen Chaha Hai, Hum-Nay Wafaa Say Buhat Aagay Tumhen Chaha Hai. Jahan Say Lout Aanay Ka Raasta Nahen Milta, Us Raah Say Buhat Aagay Tumhen Chaha Hai. Un-Say Kaho Jin-Ki Nazar Main Muhabbat Gunah-E-Azeem Hai, Hum-Nay Gunah Say Buhat Aagay Tumhen Chaha Hai. Muhabbaton Main Harf-Ba-Harf Mujhe Mangna Nahen Aata..! Main Nay Aadaab-E-Duaa Say Buhat Aagay Tumhen Chaha Hai...!~
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Zara Pane Ki Chahat Main, Bohat Kuch Chhoot Jata Hain, . Na Jane Sabr Ka Dhaga, Kahan Par Toot Jata Hain, . Kise Hamrah Kehte Ho, Yahan To Apna Saya Bhi . Kahin Par Saath Rehta Hain, Kahin Par Chhoot Jata Hain, . Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi Bahat Mazboot Lagta Hain, . Zara Si Bhool Se Lekin, Bharosa Toot Jata Hain...!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • सोचते रहे ये रातभर. हम करवट बदल बदलकर...!!! . जानें वो क्यों बदल गये, हमको इतना बदलकर...!!!C.S..LOVE
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Bikhre hue rishte ki kimat hi kya, jab todnewala hi na janta ho, bewafa se pyar ki ummeed hi kya, jab vo nibhana hi na janta ho.......
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Log Kehte Hai Ki Pyar Ek Aisi Bimari Hai, Jiski Koi Dawa Nahi Hoti, Hum Kehte Hai Bewfai Ek Aisi Dawa Hai, Jisse Ye Bimari Dubara Nahi Hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Is Bewafa Dunia Me Kaun Dega Zndgi Bhar Saath Tera.. Aye Dil Log Haatho Se Dafnaa Kar Bhool Jaate Hain.. Ki Kabar Kaun Si Thi..!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ho Chuka Ab Kisi Ka Woh Kabhi Meri Zindagi Tha Woh Koun BhooLta Hai PehLi Mohabbat Meri Sari Khushi Tha Woh PhooLon Ki Tarhan Muskrata Tha Mere Honton Ki Hansi Tha Woh Barson Baad Dekha Tha Ussey Aaj Bhi Itna He Haseen Tha Woh Zindagi Jis K Naam Kardi DosT Afsoos L0og Kehte Hain Ajnabi Tha Woh
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Nahi tha zor uski sitam nawaziyon ka, Magar mujhe bhi hosle mere khuda se mile, Meri amma kyun kehti hai baar baar mujhse, Wo mohabbat hi kya jo iltija se mile…
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Ladki Ne Apne Mangetar Ko SMS Kiya. "Hamari Shaadi Nahi Ho Sakti Meri Kahin Aur Shaadi Tey Hogai Hai." Ladke Ko Bohot Sadma Laga 2 Min Bad Ladke Ko, Ladki Ki Taraf Se 1 Aur SMS Mila "Sorry Sorry Galti Se Apko Send Ho Gaya Tha." Double Heart Attack... @LoVe.Sp
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Mere rab ne ye karam anokha rakha, Di sari khushi par tanha rakha. Toot jata hai har khwab pura hokar, Isliye Maine Ek khwab adhura rakha.. Khan
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Aansuo ke girne ki aahat nahi hoti, Dil ke tootne ki awaaz nahi hoti, Agar hota khuda ko ehsaas dard ka, to use dard dene ki Aadat nahi hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Gam-e-Zindagi Ke Maare Hain; Har Baazi Jeet Ke Haare Hain; Yeh Jo Meri Jholi Mein Pathar Hain; Sab Mere Chahne Walon Ne Marey Hain!
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Jis Bewafa Ko Hamari Zarurat Nahi Thi, Hum Usko Apni Aarzoo Bana Kar Roye, Jisne Hamein Apne Qadmon Tale Bhi Jagah Nahi Di, . . . . Hum Usey Apni Palkon Par Bitha Kar Roye, Jo Samajh Na Saki Hamari Dil Lagi Ko Mere Dost, Hum Us Se Dil Laga Kar Roye !!..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • ------- Kyu dil ke mere tukde kar diye, kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye, gunah kya tha mera bus chahna tumhe, kyu meri zindagi me tune dard bhardiye.
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS
  • Har Sham Se Tera Izhaar Kiya Karte Hai Har Khwab Me Tera Didar Kiya Karte Hai Diwane Hi To Hai Hum Tere Jo Har Waqt Tere Milne Ka Intzaar Kiya Karte Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Bewafa SMS