Jaise Waqt Tham Sa Gaya Hai Tere
Jaane Ke Baad, Jaise Mushkuraht
Kho Si Gayi Hai Meri Tere Jaane Ke
Baad, Tu Gayi Mera Sab Kuch Le
Gayi, Magar Fir Bhi Kyu Roj Yaad
Aati Hai Teri Tere Jaane Ke Baad..
इन दुनिया में :v: दो पौधे ऐसे हैं जो कभी :hibiscus: मुरझाते नहीं, और अगर जो मुरझा गए तो उसका कोई :hospital: इलाज नहीं, पहला :heart: ‘नि:स्वार्थ प्रेम’और दूसरा ‘अटूट विश्वास’
Diya Khud Se Bujha Dena
Hawa Ko Aur Kia Dena ?
Sitare Nochne Walo
Falak Ko Aasra Dena
Kabhi Is Taur Se Hansna
Ke Dunya Ko Rula Dena
Kabhi Is Rang Se Rona
Ke Khud Pe Muskura Dena
Main Teri Dastaras Chahun
Mujhe Aisi Dua Dena
Main Tera Barmla Mujrim
Mujhe Khul Kar Saza Dena
Main Tera Munfarid Sathi
Mujhe Hat Kar Jaza Dena
Mera Sar Sab Se Ooncha Hai
Mujhe Maqtal Naya Dena
Mujhe Acha Laga “Mohsin”
Ose Pa Kar Ganwa Dena
Is dil ka kaha mano ek kaam kar do
Ek be-naam si mohabbat mere naam krdo
Meri zaat pr faqat itna ahsaan kar do
Kisi din subah ko milo, or shaam kr do..!!`
Kisi ke dard ko samajh pana aasan nhi.
Haste huye har pal bita pana aasan nhi.
Zindagi me har koi dil me nhi bas pata.
Par jo bas jaye use bholana aasan nhi.