Khushi To Mili Hai Mujhe Bhi Sabhi
Se;
Lekin 1 Pal Ke Liye,
Jindagi Ko Hamne Bhi Jiya Hai;
Lekin 1 Pal Ke Liye,
Kisi Ki Yaad Me Tarap Rahe Hain Ham
Bhi;
Pal-Pal Ke Liye.
MiSs U .......
Raat Ke Tanhai Mein Akele
The Hum, Dard Ke Mehfilo Mein
Ro Rhe The Hum, Aap Bhale
He Humare Kuch Nhi Lagte,
Par Phir Bhi Aap Ke Bina
Bilkul Adhoore Hai Hum!!
Jahan Dekhu Samne Nazar Aati Ho Tum
Pyar Ki Parchhaiyon Se Hamesha Yaad Aati Ho Tum
Mere Khwabon Ki Duniya Mein Rehti Ho Tum
Mere Pass Aa Ke Muskurati Ho Tum
Mohabbat Ki In Raaho Mein Aa Ke Tadapati Ho Tum
Pyar Hume Dekar Door Chali Jati Ho Tum…
आएँगी खुशियाँ कब बाहें फैलाएँ,
अकेले में हम क्यूँ बत्तियां बुझायें.
कब तलक रहें यूँ तन्हा अकेले,
कब तलक अकेले यूँ ज़िन्दगी बिताएं.
कहीं तो कोई हमारे लिए भी होगा,
उम्मीद में इस कब तक दिल बहलायें.
Aisa Jagaya Aapne Ke Ab Tak Na So Sake Yun Rulaya Aapne Ke Mehfil Mein Hum Ro Na Sake Na Jaane Kya Baat Hai Aap Mein Sanam Mana Hai Jabse Tumhe Apna Kisi Ke Hum Ho Na Sake..
Paas Hote To Koi Shararat Karte;
Tujhe Lekar Baho Me Mohabbat Karte
Dekhte Teri Ankho Me Nind Ka Khumar;
Apni Khoyi Hui Nindo Ki Shikayath Karte
Teri Ankho Me Apna Aks Dhundte;
Khud Se Bhi Zyada Tujhe Chaha Karte
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Tere Pas Hai;
Raat Bhar Jag Kar Kis Ki Hifazat Karte
Mere Mazhab Me Shirk Haram Hai;
Varna Dil-o-Jan Se Teri Ibadat Karte...
RN!
Pyar Ke Ujhale Mein Gam KaAndhera Kyu Hai,
Jisko Hum Chahe Wahi HameRulata Kyu Hai,
Aye Khuda Agar Wo Mera NaseebNahi To,
Tu Aise Logo Se Phir Hume MilataKyu Hai.
kayamat tak aapko yad karenge apki har bat par aetbar karenge agar hamari akhri sans k waqt aap khafa ho humse kasam se aapko manane ke bad sans chodenge. your ........
दिल के ...जख्मो ...पर __मत रो मेरे_यार .....
वक्त हर" जख्म" का * मरहम * होता है ,,,,,,,
दिल_ से _जो < सच्चा >"प्यार "करे.......
उसका ~ तो _खुदा _भी { दिवाना }होता है......!!!!!!
Pyar Koi Barish Ka Nam Nhi,
Jo Barse Aur Tham Jaaye
Pyar Suraj Bhi Nahi,
Jo Chamke Aur Doob Jaye,
Pyar To Naam Hai Saans Ka,
Jo Chale Toh Zindagi Aur,
Ruke Toh Maut Ban Jaaye..!!
Apne dil ki sun afwahon se kaam na le
Mujhe yaad rakh beshak naam na le,
Tera veham hain ki mein bhula hu tujhe
Meri koi aisi saans nhi jo tera naam na le
Bikta Agar Pyaar To Kaun Nahi Kharidta ,
Bikti Agar Khusiya To Kaun Use Bechta,
Dard Agar Bikta To Hum Aapse Kharid Lete,
Or Aap Ki Khusi Ke Liye Hum Khud Ko Bech Dete.