• Categories
  • Love Romantic SMS   7589
  • Saza Itni Lambi Na Ho Ki Wo Saza E Maut Ban Jaye Pyar Itna Na Karo Kisi Se Ki Wo Sar Chad Jaye Doston Dilme Na Basaao Kisi Ko Itna Ki Wo Dard E Dil Ban Jaye..!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jab tanhai me aapki yaad aati hai, Hontho pe ek hi fariyad aati hai. Khuda aapko har khushi de, Kyonki aaj bhi hamari har khushi aapke bad aati h. "by azam to pk"
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • इश्क मे मौत से डरता कौन है, प्यार तो हो जाता है करता कौन है, आपके लिए तो पूरी दुनिया है कुर्बान, और आप कहते हो की आपकी फिकर करता कौन है…
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Bhulana Chaho To Bhi Yaad Hamari Aayegi, Dil Ki Gehrai Mein Hamari Tasvir Bas Jayegi, Dhundne Chale Ho Hum Se Behtar To Yaad Rakhna Talash Hum Se Shuru Ho Kar Hum Pe Hi Khatam Ho Jayegi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Khud me hum kuch is tarah kho jate hai, Biti hui yaadon ko lekar ro jate hai, Nind nahi aati ratoon me par, Unko khwab me dekhne ke liye so jate hai By:-AshuTosh Choudhary
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Baato Me Teri Hum Madhosh Ho Gye, Itne Khoye Tujhme Khamosh Ho Gye, Aaj Kuch Is Tarah Humne Jaam Pi Liya, Ki Teri Yaad Me Hum Behosh Ho Gye.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Mere Dil Ka Dard Kisne Dekha Hai. Mujhe Bas Khuda Ne Tadapte Dekha Hai. Ham Tanhaiyon Me Baith Rote Hain Aksar. Logon Ne Hame Sirf Maihfil Me Haste Huwe Dekha Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Falak Me Apni Jannat Ke Sitaare Nahi Hum Unke H Par Wo Hamare Nahi Choti Si Nav Lekar Us Samundar Me Utar Gaye Jis Samundar Me Dur Tak Kinaare Nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • मेरी मंज़िल मेरी हद । बस तुमसे तुम तक ।। ये फ़क्र है कि तुम मेरे हो । पर फ़िक्र है कि कब तक ।।
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Ankho Ki Chamak In Palko Ki Shan Ho Tum; Chehre Ki Hasi Mere Labo Ki Muskan Ho Tum; Dhadkta Hai Ye Dil Sirf Tumhari Arzoo Me; Phir Kaise Na Kahu K Meri Jan Ho Tum
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi, Kaise Kah Doon K Aaj Phir Hosh Nahi, Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein, Haat Mein Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi….
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Pyaar Ki Har Rasam Nibhayi Thi Maine... . Tumhe Paane Ke Liye Har Kashti Dubayi Thi Maine... . Tumne Kadar Na Jaane Meri Wafaon Ki... . Tumhari Chahat Me Har Khushi Lutayi Thi Maine...!! By Ajooba Khan
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Jo Jakham De Gaye Aap Sagar Ko, Na Jaane Kyun Woh Jakham Nahi Bharta, Hum Toh Milna Chahte Hain Aapse Magar, Kya Karein Hamara Naseeb Nahi Milta..
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Haar Me Bhi Milti Hai Jeet Ki Khusi Gam Me Bhi Khilti Hai Honto Pe Hasi Zindgi Ki Dor Is Tarah Hai Aapse Judi Ki Aap To Lagti Ho Jaise Jaadu Ki Pari...!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS
  • Sar-e-Rah kuch bhe kaha nahi , kabhi us ke ghar main gya nahi ... Main janam janam se usi ka hon , usy aj tak ye pata nahi... Khuda ki dain bhi hai ajab k usi ka naam naseeb hai , jisy tu ne chaha mil gya jisy main ne chaha mila nahi..!!!
  • 10 years ago



    Tags : Love Romantic SMS